इक मुण्डा मेरी उम्र दा हाय्
( इक मुण्डा मेरी उम्र दा हाय मेरी उम्र दा
जी देखो दिलों की ये बातें नहीं जानता
ज़ालमाँ हाय देखो दिलों की ये बातें नहीं जानता ) -2
( खनके चूड़ी मेरी तुझे बुलाने को
सजती हूँ मैं तुझे ही बस दिखाने को ) -2
( कर दे न पागल तुझे ) -2 हाय पागल तुझे
रूप मेरा फिर मेरे किस काम का
ज़ालमाँ हाय रूप मेरा फिर मेरे किस काम का
बोल मुझसे तू आँखें क्यों चुराता है
अपनों से भी क्या कोई शरमाता है
अँखियों में पाले अँखियाँ वे पाले अँखियाँ
दिल में आने का दिखा दूँगी मैं रास्ता
ज़ालमाँ हाय दिल में आने का दिखा दूँगी मैं रास्ता
मेरे जैसी तू ढूँढे नहीं पाएगा
रूठ जाऊँ जो मैं तू पछताएगा
नज़र मैं न आऊँगी तुझे हाय आऊँगी तुझे
याही फिरेगा तू यूँही ख़ाक़ छानता
ज़ालमाँ हाय याही फिरेगा तू यूँही ख़ाक़ छानता
इक मुण्डा मेरी उम्र …
( ik muṇḍā merī umr dā hāy merī umr dā
jī dekho diloṅ kī ye bāteṅ nahīṅ jāntā
zālmāṇ hāy dekho diloṅ kī ye bāteṅ nahīṅ jāntā ) -2
( khanke chūṛī merī tujhe bulāne ko
sajtī hūṇ maiṅ tujhe hī bas dikhāne ko ) -2
( kar de na pāgal tujhe ) -2 hāy pāgal tujhe
rūp merā phir mere kis kām kā
zālmāṇ hāy rūp merā phir mere kis kām kā
bol mujhse tū āṇkheṅ kyoṅ churātā hai
apnoṅ se bhī kyā koī śharmātā hai
aṇkhiyoṅ meṅ pāle aṇkhiyāṇ ve pāle aṇkhiyāṇ
dil meṅ āne kā dikhā dūṇgī maiṅ rāstā
zālmāṇ hāy dil meṅ āne kā dikhā dūṇgī maiṅ rāstā
mere jaisī tū ḍhūṇḍhe nahīṅ pāegā
rūṭh jāūṇ jo maiṅ tū pachhtāegā
nazar maiṅ na āūṇgī tujhe hāy āūṇgī tujhe
yāhī phiregā tū yūṇhī khāq chhāntā
zālmāṇ hāy yāhī phiregā tū yūṇhī khāq chhāntā
ik muṇḍā merī umr …