इक लड़की है हाय इक लड़का है हाय्
इक लड़की है हाय इक लड़का है हाय
छुप छुप के मिलते हैं क्या बातें करते हैं
सारा शहर ये जाने हम प्रेम दीवाने
हमें डर नहीं दुनिया का
हम प्यार के दीवाने बस दिल की बात मानें
इक लड़की है हाय …
ये दिन हैं अपने दीवानेपन के बाहों में आजा आजा ज़रा
हो मिलते मिलते सदियां बीतीं दिल अब तक नहीं भरा
दिल डोले है क्या बोले है
दोनों में चक्कर है चर्चा ये घर घर है
कैसे हम ये बताएं
हमें डर है कि हाय बदनाम न हों दोनों
हम प्यार के दीवाने …
मेरी जवानी तेरी दीवानी तेरे लिए है सब कुछ मेरा
ओ मेरी जानम हो फिर से कह दो मेरा सब कुछ है अब तेरा
तड़पाए दिल घबराए दिल
अब कैसा घबराना मैं तेरा दीवाना
मैने प्यार किया तुझे दिल ये दिया
इकरार किया खुलके
हम प्यार के दीवाने …
ik laṛkī hai hāy ik laṛkā hai hāy
chhup chhup ke milte haiṅ kyā bāteṅ karte haiṅ
sārā śhahar ye jāne ham prem dīvāne
hameṅ ḍar nahīṅ duniyā kā
ham pyār ke dīvāne bas dil kī bāt māneṅ
ik laṛkī hai hāy …
ye din haiṅ apne dīvānepan ke bāhoṅ meṅ ājā ājā zarā
ho milte milte sadiyāṅ bītīṅ dil ab tak nahīṅ bharā
dil ḍole hai kyā bole hai
donoṅ meṅ chakkar hai charchā ye ghar ghar hai
kaise ham ye batāeṅ
hameṅ ḍar hai ki hāy badnām na hoṅ donoṅ
ham pyār ke dīvāne …
merī javānī terī dīvānī tere lie hai sab kuchh merā
o merī jānam ho phir se kah do merā sab kuchh hai ab terā
taṛpāe dil ghabrāe dil
ab kaisā ghabrānā maiṅ terā dīvānā
maine pyār kiyā tujhe dil ye diyā
ikrār kiyā khulke
ham pyār ke dīvāne …