इक लड़की है दीवानी सी उस लड़की पे मैं मरता हूँ
इक लड़की है दीवानी सी उस लड़की पे मैं मरता हूँ
जो देखूं तो शरमाती है इस अदा से मोहब्बत मैं करता हूँ
इक लड़का है अंजाना सा उस लड़के पे मैं मरती हूँ
जो देखूं तो घबराता है इस अदा से मोहब्बत मैं करती हूँ
इक लड़की है …
दिल में तमन्ना जगा के चोरी से पलकें झुकाना
उसने तो पहली नज़र में मुझको बनाया दीवाना
उसके बिना कैसे रहूं करना है जो कैसे कहूं
कुछ भी बताने से डरती हूँ
इक लड़का है …
अब तो यही आरज़ू है उसपे वफ़ाएं लुटा दूं
साँसों में उसके बसा के दोनों जहां को भुला दूं
नींदें मेरी ले के गई दर्द-ए-जिगर दे के गई
रात आहें मैं भरता हूँ
इक लड़की है …
ik laṛkī hai dīvānī sī us laṛkī pe maiṅ martā hūṇ
jo dekhūṅ to śharmātī hai is adā se mohabbat maiṅ kartā hūṇ
ik laṛkā hai aṅjānā sā us laṛke pe maiṅ martī hūṇ
jo dekhūṅ to ghabrātā hai is adā se mohabbat maiṅ kartī hūṇ
ik laṛkī hai …
dil meṅ tamannā jagā ke chorī se palkeṅ jhukānā
usne to pahlī nazar meṅ mujhko banāyā dīvānā
uske binā kaise rahūṅ karnā hai jo kaise kahūṅ
kuchh bhī batāne se ḍartī hūṇ
ik laṛkā hai …
ab to yahī ārazū hai uspe vafāeṅ luṭā dūṅ
sāṇsoṅ meṅ uske basā ke donoṅ jahāṅ ko bhulā dūṅ
nīṅdeṅ merī le ke gaī dard-e-jigar de ke gaī
rāt āheṅ maiṅ bhartā hūṇ
ik laṛkī hai …