इक हसीन लड़की क्या बात है
इक हसीन लड़की क्या बात है
उसके घर की खिड़की क्या बात है
सज संवर के निकली क्या बात है
के आँख मेरी फिसली क्या बात है
बातों बातों में जो उससे बात हो जाए
तो यार अपनी ज़िंदगी क्या बात है
इक हसीन लड़की …
चले जो मचल के तो लोग बैठ जाएं दिल को थाम के
गली में शहर में हैं चर्चे आजकल उसी के नाम के
न छेड़ो उसे तुम हैं उसके तो इरादे क़त्ल-ए-आम के
कज़ा है बला है वो गज़ब की चीज़ है क्या बात है
इक हसीन लड़की …
वे लेके पहला पहला प्यार भरके आँखों में खुमार
जादू नगरी से आया है कोई जादूगर
ओ लेके पहला पहला प्यार
बसा लो जिगर में वो तो एक अजनबी ख्याल है
छुपा लो हाय नज़र में सर से लेके पांव तक कमाल है
न समझे दीवानी बताऊं कैसे कैसा मेरा हाल है
हया है नशा है वो अजब सी चीज़ है क्या क्या बात है
इक हसीन लड़की …
देखा उसका मुखड़ा क्या बात है
चाँद का टुकड़ा है क्या बात है
बातों बातों में जो …
ik hasīn laṛkī kyā bāt hai
uske ghar kī khiṛkī kyā bāt hai
saj saṅvar ke niklī kyā bāt hai
ke āṇkh merī phislī kyā bāt hai
bātoṅ bātoṅ meṅ jo usse bāt ho jāe
to yār apnī ziṅdgī kyā bāt hai
ik hasīn laṛkī …
chale jo machal ke to log baiṭh jāeṅ dil ko thām ke
galī meṅ śhahar meṅ haiṅ charche ājkal usī ke nām ke
na chheṛo use tum haiṅ uske to irāde qatl-e-ām ke
kazā hai balā hai vo gazab kī chīz hai kyā bāt hai
ik hasīn laṛkī …
ve leke pahlā pahlā pyār bharke āṇkhoṅ meṅ khumār
jādū nagrī se āyā hai koī jādūgar
o leke pahlā pahlā pyār
basā lo jigar meṅ vo to ek ajanbī khyāl hai
chhupā lo hāy nazar meṅ sar se leke pāṅv tak kamāl hai
na samjhe dīvānī batāūṅ kaise kaisā merā hāl hai
hayā hai naśhā hai vo ajab sī chīz hai kyā kyā bāt hai
ik hasīn laṛkī …
dekhā uskā mukhaṛā kyā bāt hai
chāṇd kā ṭukaṛā hai kyā bāt hai
bātoṅ bātoṅ meṅ jo …