इक दिन बिक जायेगा, माटी के मोल
इक दिन बिक जायेगा माटी के मोल
जग में रह जायेंगे, प्यारे तेरे बोल
दूजे के होंठों को देकर अपने गीत
कोई निशानी छोड़, फिर दुनिया से गोल
इक दिन बिक जायेगा ...
अनहोनी पथ में काँटें लाख बिछाये
होनी तो फिर भी बिछड़ा यार मिलाये
ये बिरहा ये दूरी, दो पल की मजबूरी
फिर कोई दिलवाला काहे को घबराये
धारा, तो बहती है, मिल के रहती है
बहती धारा बन जा, फिर दुनिया से गोल
एक दिन ...
परदे के पीछे बैठी साँवल गोरी
थाम के तेरे मेरे मन की डोरी
ये डोरी ना छूटे, ये बंधन ना टूटे
भोर होने वाली है अब रैना है थोड़ी
सर को झुकाये तू, बैठा क्या है यार
गोरी से नैना जोड़, फिर दुनिया से गोल
एक दिन ...
ik din bik jāyegā māṭī ke mol
jag meṅ rah jāyeṅge, pyāre tere bol
dūje ke hoṅṭhoṅ ko dekar apne gīt
koī niśhānī chhoṛ, phir duniyā se gol
ik din bik jāyegā ...
anhonī path meṅ kāṇṭeṅ lākh bichhāye
honī to phir bhī bichhaṛā yār milāye
ye birhā ye dūrī, do pal kī majbūrī
phir koī dilvālā kāhe ko ghabrāye
dhārā, to bahtī hai, mil ke rahtī hai
bahtī dhārā ban jā, phir duniyā se gol
ek din ...
parde ke pīchhe baiṭhī sāṇval gorī
thām ke tere mere man kī ḍorī
ye ḍorī nā chhūṭe, ye baṅdhan nā ṭūṭe
bhor hone vālī hai ab rainā hai thoṛī
sar ko jhukāye tū, baiṭhā kyā hai yār
gorī se nainā joṛ, phir duniyā se gol
ek din ...