इक दिल से निकलते हैं ये ये रास्ते हैं प्यार के
ये ये
इक दिल से निकलते हैं ये
ये रास्ते हैं प्यार के
इक दिल को पहुँचते हैं ये
ये रास्ते हैं प्यार के
इक दिल से निकलते …
आगे भूल भुलैयां जानें काँटे हैं या फूल
सैयां थाम लो बैयां हम रस्ता ना जाएं भूल
ये रास्ते हैं प्यार के …
रोशनी खो जाएगी रात भी तो आएगी
क्या करेंगे रात को नींद भी तो आएगी
रात जब आ जाएगी आग सी लग जाएगी
प्यार की बातें करेंगे नींद किसको आएगी
ये रास्ते हैं प्यार के …
सुन ओ मेरे हमसफ़र है बहुत लम्बा सफ़र
आज तुम हम साथ हैं कल हो क्या किसको खबर
कुछ नहीं होगा मगर हो गया जो कुछ अगर
इस जहाँ को छोड़ के भी साथ होंगे हमसफ़र
ये रास्ते हैं प्यार के …
ye ye
ik dil se nikalte haiṅ ye
ye rāste haiṅ pyār ke
ik dil ko pahuṇchte haiṅ ye
ye rāste haiṅ pyār ke
ik dil se nikalte …
āge bhūl bhulaiyāṅ jāneṅ kāṇṭe haiṅ yā phūl
saiyāṅ thām lo baiyāṅ ham rastā nā jāeṅ bhūl
ye rāste haiṅ pyār ke …
rośhnī kho jāegī rāt bhī to āegī
kyā kareṅge rāt ko nīṅd bhī to āegī
rāt jab ā jāegī āg sī lag jāegī
pyār kī bāteṅ kareṅge nīṅd kisko āegī
ye rāste haiṅ pyār ke …
sun o mere hamasafar hai bahut lambā safar
āj tum ham sāth haiṅ kal ho kyā kisko khabar
kuchh nahīṅ hogā magar ho gayā jo kuchh agar
is jahāṇ ko chhoṛ ke bhī sāth hoṅge hamasafar
ye rāste haiṅ pyār ke …