sar uṭhā ke jiyā kaise jāye
ye dikhāne āye
har savāl kā javāb is muṭṭhī meṅ lāye
āye ham āye -2
sāth meṅ na rahī to kyā
saṅg chalā nahīṅ to kyā
izazat ko chhūnā nahīṅ varnāāye ham āye -2
sar uṭhā ke jiyā kaise jāye
ye dikhāne āye
har savāl kā javāb is muṭṭhī meṅ lāye
āye ham āye -2
( beśharm jite vajah sah le jā
khud kī bejjtī sah le jā ) -2
ham nahīṅ
ab ham sahī yā ham nahīṅ yā tum nahīṅ
koī ġham nahīṅ
har zulm kā hisāb
abe haṭ
lāye ham āye
āye ham āye
sar uṭhā ke jiyā kaise jāye
ye dikhāne āye
har savāl kā javāb is muṭṭhī meṅ lāye
āye ham āye -2
tere ghar ko rośhan karte -2
jo apnā samajhte to
tujh pe nichhāvar karte jāṇ
jo yār kah de tū
kah de tū -2
māṇ ro dī dil ko tūne āġh lagāyā
khud ke karmoṅ ko tūne khud hī miṭāyā
māṇ ro dī dil ko tūne āġh lagāyā
junūn kā sailāb
lāye ham āye
āye ham āye
sar uṭhā ke jiyā kaise jāye
ye dikhāne āye
har savāl kā javāb is muṭṭhī meṅ lāye
āye ham āye -2