इ अम इन लोवे ... ना ना करते प्यार हाय मैं तो
I am in love I am in love I am in love
I am in love I am in love I am in love
ना ना करते प्यार हाय मैं कर गई कर गई कर गई
ओ तूने किया क्या यार हाय मैं मर गई मर गई मर गई
ना ना करते प्यार ओय मैं कर गया कर गया कर गया
ओ तूने किया ऐतबार ओय मैं मर गया मर गया मर गया
ना ना करते प्यार …
महकी हवाएं हैं बहकी फ़िज़ाएं
ये पागल समां कुछ कहे
हम हैं अकेले आ बाहों में ले ले
के जागे हैं अरमां नए
तू सीने से लग जा मेरे मैं तुझको छुपा लूँ कहीं
ये धड़कन मेरी कह रही के अब दूर जाना नहीं
सुन के तेरी ये बात अख मेरी भर गई भर गई भर गई
हो तूने किया क्या यार …
courage brother do not stumble
though the paath be dark as night
there's a star to guide the humble
trust in God and do the right
हूं हूं हूं हूं
मैं तुम्हे चाहूं तुम्हीं को सराहूं
तुम्हारी ही पूजा करूं
दिल तो हमेशा ये मांगे दुआएं
के बाहों तेरी मरूँ
ज़मीं आसमां कह रहे तू मेरे लिए है बनी
है किस्मत से हमको मिली मोहब्बत की ये रोशनी
हो गई तुझपे फ़िदा मैं सूली चढ़ गई चढ़ गई चढ़ गई
हो तूने किया क्या यार …
I am in love I am in love I am in love
I am in love I am in love I am in love
nā nā karte pyār hāy maiṅ kar gaī kar gaī kar gaī
o tūne kiyā kyā yār hāy maiṅ mar gaī mar gaī mar gaī
nā nā karte pyār oy maiṅ kar gayā kar gayā kar gayā
o tūne kiyā aitbār oy maiṅ mar gayā mar gayā mar gayā
nā nā karte pyār …
mahkī havāeṅ haiṅ bahkī fizāeṅ
ye pāgal samāṅ kuchh kahe
ham haiṅ akele ā bāhoṅ meṅ le le
ke jāge haiṅ armāṅ nae
tū sīne se lag jā mere maiṅ tujhko chhupā lūṇ kahīṅ
ye dhaṛkan merī kah rahī ke ab dūr jānā nahīṅ
sun ke terī ye bāt akh merī bhar gaī bhar gaī bhar gaī
ho tūne kiyā kyā yār …
courage brother do not stumble
though the paath be dark as night
there's a star to guide the humble
trust in God and do the right
hūṅ hūṅ hūṅ hūṅ
maiṅ tumhe chāhūṅ tumhīṅ ko sarāhūṅ
tumhārī hī pūjā karūṅ
dil to hameśhā ye māṅge duāeṅ
ke bāhoṅ terī marūṇ
zamīṅ āsmāṅ kah rahe tū mere lie hai banī
hai kismat se hamko milī mohabbat kī ye rośhnī
ho gaī tujhpe fidā maiṅ sūlī chaṛh gaī chaṛh gaī chaṛh gaī
ho tūne kiyā kyā yār …