हुस्न वाले वफ़ा नहीं करते
र: हुस्न वाले वफ़ा नहीं करते
ये किसी का भला नहीं करते
आ: अ र र र र दिल को थामना
र: हाँ जी ज़रा हो तो सामना
हुस्न वाले वफ़ा नहीं करते
ये दर्द देते हैं लेकिन दवा नहीं देते
को: ( दवा नहीं देते ) -2
र: चुरा तो लेते हैं दिल फिर पता नहीं देते
को: ( पता नहीं देते ) -2
आ: तुम्हें बना दिया आशिक़ दुआ नहीं देते
र: हुस्न वाले वफ़ा नहीं …
आ: गली-गली में ये दिल ले के घूमने वाले
को: ( ये घूमने वाले ) -2
आ: दुपट्टा देख के मस्ती में झूमने वाले
को: ( ये झूमने वाले ) -2
र: ज़मीं पे रह के सितारों को चूमने वाले
चिराग़ दिल के जला दो बड़ा अंधेरा है
को: ( बड़ा अंधेरा है ) -2
आ: ज़रा सी शाम तो हो ले अभी सवेरा है
र: न टालो आज हमें तीसरा ये फेरा है
ra: husn vāle vafā nahīṅ karte
ye kisī kā bhalā nahīṅ karte
ā: a ra ra ra ra dil ko thāmnā
ra: hāṇ jī zarā ho to sāmnā
husn vāle vafā nahīṅ karte
ye dard dete haiṅ lekin davā nahīṅ dete
ko: ( davā nahīṅ dete ) -2
ra: churā to lete haiṅ dil phir patā nahīṅ dete
ko: ( patā nahīṅ dete ) -2
ā: tumheṅ banā diyā āśhiq duā nahīṅ dete
ra: husn vāle vafā nahīṅ …
ā: galī-galī meṅ ye dil le ke ghūmne vāle
ko: ( ye ghūmne vāle ) -2
ā: dupaṭṭā dekh ke mastī meṅ jhūmne vāle
ko: ( ye jhūmne vāle ) -2
ra: zamīṅ pe rah ke sitāroṅ ko chūmne vāle
chirāġh dil ke jalā do baṛā aṅdherā hai
ko: ( baṛā aṅdherā hai ) -2
ā: zarā sī śhām to ho le abhī saverā hai
ra: na ṭālo āj hameṅ tīsrā ye pherā hai