हुस्न वाले हुस्न का अन्जाम देख्
हुस्न वाले हुस्न का अन्जाम देख
डूबते सूरज को वक़्त-ए-शाम देख
सुबह के सूरज का भी अंदाज़ देख
भूल जा अन्जाम को आग़ाज़ देख
दिल की धड़कन दर्द का सामान हूँ
हुस्न का उठता हुआ तूफ़ान हूँ
अहल-ए-दिल हटते नहीं मैदान से
खेलने निकला हूँ मैं तूफ़ान से
हुस्न के जलवों से शायद तू अभी अनजान है
सुबह के सूरज का …
देखे जो मुझको जाहिद काबे को भूल जाए
काशी को जाने वाला काशी से पलट जाए
काशी भी तेरी मुझमें काबा भी तेरा मुझमें
जो मुझपे नज़र डाले काशी भी नज़र आए
जो मुझपे नज़र डाले काबा भी नज़र आए
काशी भी नज़र आए काबा भी नज़र आए
हुस्न के जलवों से इश्क़ से टकराए
हुस्न वाले हुस्न का …
husn vāle husn kā anjām dekh
ḍūbte sūraj ko vaqt-e-śhām dekh
subah ke sūraj kā bhī aṅdāz dekh
bhūl jā anjām ko āġhāz dekh
dil kī dhaṛkan dard kā sāmān hūṇ
husn kā uṭhtā huā tūfān hūṇ
ahal-e-dil haṭte nahīṅ maidān se
khelne niklā hūṇ maiṅ tūfān se
husn ke jalvoṅ se śhāyad tū abhī anjān hai
subah ke sūraj kā …
dekhe jo mujhko jāhid kābe ko bhūl jāe
kāśhī ko jāne vālā kāśhī se palaṭ jāe
kāśhī bhī terī mujhmeṅ kābā bhī terā mujhmeṅ
jo mujhpe nazar ḍāle kāśhī bhī nazar āe
jo mujhpe nazar ḍāle kābā bhī nazar āe
kāśhī bhī nazar āe kābā bhī nazar āe
husn ke jalvoṅ se iśhq se ṭakrāe
husn vāle husn kā …