हुस्न से चाँद भी शरमाया है
( हुस्न से चाँद भी शरमाया है
तेरी सूरत ने गज़ब ढाया है ) -2
हाय इन प्यार में डूबी हुई आँखों की क़सम
आदमी क्या है फ़रिश्तों के बहक जाएँ क़दम
बिन पिए मुझपे नशा छाया है
तेरी सूरत ने …
जब से पाया है तुझे होश नहीं है मुझको
या तो ये सच है कि देख रहा हूँ तुझको
या कोई ख़्वाब नज़र आया है
तेरी सूरत ने …
मुस्कराएँ जो तेरे लब तो बहारें आईं
खिल गए फूल पड़ी तेरी जहाँ परछाईं
तूने गुलशन मेरा महकाया है
तेरी सूरत ने …
( husn se chāṇd bhī śharmāyā hai
terī sūrat ne gazab ḍhāyā hai ) -2
hāy in pyār meṅ ḍūbī huī āṇkhoṅ kī qasam
ādmī kyā hai fariśhtoṅ ke bahak jāeṇ qadam
bin pie mujhpe naśhā chhāyā hai
terī sūrat ne …
jab se pāyā hai tujhe hośh nahīṅ hai mujhko
yā to ye sach hai ki dekh rahā hūṇ tujhko
yā koī khvāb nazar āyā hai
terī sūrat ne …
muskrāeṇ jo tere lab to bahāreṅ āīṅ
khil gae phūl paṛī terī jahāṇ parchhāīṅ
tūne gulaśhan merā mahkāyā hai
terī sūrat ne …