हुस्न का मारा हूँ ... लड़का ये कहता है लड़की से
हुस्न का मारा हूँ दिल से बेगाना हूँ
मस्ताना अजनबी थोड़ा सा दीवाना हूँ
महकी हवाओं ने मुझको बुलाया है
परियों की नगरी में परदेसी आया है
को: ता थई थिक ता
लड़का ये कहता है लड़की से
होंठों पे दबी-दबी हँसी से
आया हूँ दूर से करने मैं दोस्ती
हाथ मिला लो अजनबी से
को: ता थई थिक ता
लड़का ये कहता है … अजनबी से
जान लो मान लो चेहरा मेरा पहचान लो
लड़का ये कहता है लड़की से
को: ता ना ना
आप का साथ तो सुहाना है
बातों में मीठा तराना है
को: ता थई थिक ता
आप का साथ तो सुहाना है
बातों में मीठा तराना है
दिल के कोने में बिठा लो जी
कितना अकेला दीवाना है
लड़का ये कहता है लड़की से
दे दो जवाब मुझे जल्दी से
आया हूँ दूर से करने मैं दोस्ती
हाथ मिला लो अजनबी से
जान लो मान लो चेहरा मेरा पहचान लो
लड़का ये कहता है लड़की से
को: हैया होय होय होशिरा
यई यई आं आं
यई या याई या यई याअ
( क्यों डरती हो दिल नहीं तोड़ूँगा
मैं तेरा साथ नहीं छोड़ूँगा ) -2
मुझको कभी आज़मा लो जी
तुम से कभी मुँह ना मोड़ूँगा
लड़का ये कहता है लड़की से
इठलाती शरमाती शर्मीली से
आया हूँ दूर से करने मैं दोस्ती
हाथ मिला लो अजनबी से
जान लो मान लो चेहरा मेरा पहचान लो
को: ला ला ला
husn kā mārā hūṇ dil se begānā hūṇ
mastānā ajanbī thoṛā sā dīvānā hūṇ
mahkī havāoṅ ne mujhko bulāyā hai
pariyoṅ kī nagrī meṅ pardesī āyā hai
ko: tā thaī thik tā
laṛkā ye kahtā hai laṛkī se
hoṅṭhoṅ pe dabī-dabī hṇsī se
āyā hūṇ dūr se karne maiṅ dostī
hāth milā lo ajanbī se
ko: tā thaī thik tā
laṛkā ye kahtā hai … ajanbī se
jān lo mān lo chehrā merā pahchān lo
laṛkā ye kahtā hai laṛkī se
ko: tā nā nā
āp kā sāth to suhānā hai
bātoṅ meṅ mīṭhā tarānā hai
ko: tā thaī thik tā
āp kā sāth to suhānā hai
bātoṅ meṅ mīṭhā tarānā hai
dil ke kone meṅ biṭhā lo jī
kitnā akelā dīvānā hai
laṛkā ye kahtā hai laṛkī se
de do javāb mujhe jaldī se
āyā hūṇ dūr se karne maiṅ dostī
hāth milā lo ajanbī se
jān lo mān lo chehrā merā pahchān lo
laṛkā ye kahtā hai laṛkī se
ko: haiyā hoy hoy hośhirā
yaī yaī āṅ āṅ
yaī yā yāī yā yaī yāa
( kyoṅ ḍartī ho dil nahīṅ toṛūṇgā
maiṅ terā sāth nahīṅ chhoṛūṇgā ) -2
mujhko kabhī āzmā lo jī
tum se kabhī muṇh nā moṛūṇgā
laṛkā ye kahtā hai laṛkī se
iṭhlātī śharmātī śharmīlī se
āyā hūṇ dūr se karne maiṅ dostī
hāth milā lo ajanbī se
jān lo mān lo chehrā merā pahchān lo
ko: lā lā lā