हुस्न है सुहाना इश्क़ है दीवाना ... गोरिया चुरा न मेरा जिया
हुस्न है सुहाना इश्क़ है दीवाना
रूप का खज़ाना आज है लुटाना
आके दीवाने मुझे सीने से लगा
ना ना ना गोरिया चुरा न मेरा जिया
गोरिया चुरा न …
करके इशारा बुलाए जवानी ऐसे लुभा न मुझे दीवानी
तेरे बिना है अधूरी कहानी दूंगा तुझे मैं कोई निशानी
आ जा आ जाओ न आजा आ जाओ ना दिलबरजानी
जान-ए-जानां ओ जानां तू है ख्वाबों की रानी
अपना बनाऊंगी निगाहें तो मिला
ना ना ना गोरिया ने पागल मुझे किया
गोरिया चुरा न …
मौका मिलन का कहां रोज आए ऐसे मुझे क्यों करीब लाए
दर्द-ए-जुदाई सही अब न जाए कोई नशा सा धड़कन पे छाए
धीरे धीरे से हौले हौले से क्यूं तड़पाए
प्यासी रातों में ऐसी बातों में क्यों बहकाए
क्या है इरादा मेरे यार बता
ना ना ना गोरिया है आशिक़ तेरा पिया
हुस्न है सुहाना …
husn hai suhānā iśhq hai dīvānā
rūp kā khazānā āj hai luṭānā
āke dīvāne mujhe sīne se lagā
nā nā nā goriyā churā na merā jiyā
goriyā churā na …
karke iśhārā bulāe javānī aise lubhā na mujhe dīvānī
tere binā hai adhūrī kahānī dūṅgā tujhe maiṅ koī niśhānī
ā jā ā jāo na ājā ā jāo nā dilbarjānī
jān-e-jānāṅ o jānāṅ tū hai khvāboṅ kī rānī
apnā banāūṅgī nigāheṅ to milā
nā nā nā goriyā ne pāgal mujhe kiyā
goriyā churā na …
maukā milan kā kahāṅ roj āe aise mujhe kyoṅ karīb lāe
dard-e-judāī sahī ab na jāe koī naśhā sā dhaṛkan pe chhāe
dhīre dhīre se haule haule se kyūṅ taṛpāe
pyāsī rātoṅ meṅ aisī bātoṅ meṅ kyoṅ bahkāe
kyā hai irādā mere yār batā
nā nā nā goriyā hai āśhiq terā piyā
husn hai suhānā …