हुर्रा हो मारा ... सुन चम्पा सुन तारा
हुर्रा हो मारा
सुन चम्पा सुन तारा कोई जीता कोई हारा
अरे बड़ा मज़ा आए हाय सुनो मेरी बात
झूमें नाचें गाएं चलो आज सारी रात
सुन चम्पा …
सच के गले में पड़ी माला
झूठों का तो मुँह हुआ काला
कैसे हुआ ऐसे हुआ हैराँ है जग सारा
सुन चम्पा …
बन्दा हूँ मैं तो सीधा-सादा
करता हूँ तुमसे मैं ये वादा
आज से होगा वह दुख मेरा दुख है जो तुम्हारा
सुन चम्पा …
छम-छम बजी मेरी पायल
दिल दुश्मनों के हुए घायल
इस जीवन पे सबको हक़ है अपना है ये नारा
सुन चम्पा …
hurrā ho mārā
sun champā sun tārā koī jītā koī hārā
are baṛā mazā āe hāy suno merī bāt
jhūmeṅ nācheṅ gāeṅ chalo āj sārī rāt
sun champā …
sach ke gale meṅ paṛī mālā
jhūṭhoṅ kā to muṇh huā kālā
kaise huā aise huā hairāṇ hai jag sārā
sun champā …
bandā hūṇ maiṅ to sīdhā-sādā
kartā hūṇ tumse maiṅ ye vādā
āj se hogā vah dukh merā dukh hai jo tumhārā
sun champā …
chham-chham bajī merī pāyal
dil duśhmnoṅ ke hue ghāyal
is jīvan pe sabko haq hai apnā hai ye nārā
sun champā …