Title (Indic)सूरज से जो किरण का नाता सागर से जो लहरों का WorkHungama Year1971 LanguageHindi Credits Role Artist Music Rahul Dev Burman Performer Lata Mangeshkar Performer Mukesh Writer Anjaan LyricsHindiमु: सूरज से जो किरण का नाता सागर से जो लहरों का वही है तेरा-मेरा रिश्ता तू जाने या ना जाने ल: फूल में जैसे बसी हो ख़ुश्बू तू है बसा मेरे मन में प्यार तेरा है जीवन मेरा तू माने या ना माने मु: सूरज से जो किरण … पहली बार तुझे देखा तो हम ऐसे सुध-बुध भूले ल: हो जैसे सावन की पहली पुरवाई धरती को छू ले धरती से जो नीलगगन का सावन से जो पुरवाई का मु: सूरज से जो किरण … ल: दो दिन की देखा-देखी में युग-युग के मन-मीत मिले मु: तुम बोले दो बोल से मुझको जनम-जनम के गीत मिले तार से जो झंकार का नाता गीतों से जो सरगम का ल: सूरज से जो किरण … मु: वही है तेरा-मेरा … दो: सूरज से जो किरण … Englishmu: sūraj se jo kiraṇ kā nātā sāgar se jo lahroṅ kā vahī hai terā-merā riśhtā tū jāne yā nā jāne la: phūl meṅ jaise basī ho khuśhbū tū hai basā mere man meṅ pyār terā hai jīvan merā tū māne yā nā māne mu: sūraj se jo kiraṇ … pahlī bār tujhe dekhā to ham aise sudh-budh bhūle la: ho jaise sāvan kī pahlī purvāī dhartī ko chhū le dhartī se jo nīlgagan kā sāvan se jo purvāī kā mu: sūraj se jo kiraṇ … la: do din kī dekhā-dekhī meṅ yug-yug ke man-mīt mile mu: tum bole do bol se mujhko janam-janam ke gīt mile tār se jo jhaṅkār kā nātā gītoṅ se jo sargam kā la: sūraj se jo kiraṇ … mu: vahī hai terā-merā … do: sūraj se jo kiraṇ …