गले में लाल टाई घर में इक चारपाई
सैंया रे सैंया ओ मोरे सैंया
आ के गले लग जा
जा जा जा
गले में लाल टाई घर में इक चारपाई
तकिया एक और हम दो इक ही है रजाई
सर्दी कैसे जाएगी कहो कैसे हमें नींद आएगी
गले में लाल टाई घर में इक चारपाई
तकिये की फ़िक्र ना कर बनूंगा मैं खुद रजाई
गले से लगा लूँगा होँठों से Coffee पिला दूँगा
गले से लगा …
सारी दुनिया चैन से सोए
हम दोनों बातों में खोए
तुम से मैं डरती हूँ कोई हरकत न करो
एक है शर्त मेरी तुम शरारत न करो
हाय ये पसीना क्यूँ आ गया है हमदम
न तो कुछ सोचो तुम न तो कुछ सोचें हम
लगे चारपाई में कहीं इक खटमल है
तंग मुझे करता है तन में खलबल है
दुश्मन खटमल को तुम से मुहोब्बत है
जहाँ चाहे घूमेगा हाय क्या किस्मत है
अभी उसे ढूँढ कर मैं तगड़ी सज़ा दूँगा
गले में लाल टाई …
खिड़की के मैं परदे गिरा दूँ
तुम कह दो तो बत्ती बुझा दूँ
अरे बाबा ना रे ना बत्ती ना बुझा देना
वक़्त का पता नहीं कुछ ना हो जाए कहीं
खाता हूँ सर की कसम ज़रा ना छेड़ूँगा
इस शराफ़त के लिए इक चुम्मा लूँगा
हाय किस्मत फूटी किस को प्यार किया है
ऐसे बेसब्रे से मैने क्यूँ प्यार किया
अब तो मजबूरी है ये घड़ी आई है
साथ सोना ही पड़े इक चारपाई है
तेरे भरोसे को कभी ना दगा दूँगा
समझी
गले में लाल टाई …
saiṅyā re saiṅyā o more saiṅyā
ā ke gale lag jā
jā jā jā
gale meṅ lāl ṭāī ghar meṅ ik chārpāī
takiyā ek aur ham do ik hī hai rajāī
sardī kaise jāegī kaho kaise hameṅ nīṅd āegī
gale meṅ lāl ṭāī ghar meṅ ik chārpāī
takiye kī fikra nā kar banūṅgā maiṅ khud rajāī
gale se lagā lūṇgā hoṇṭhoṅ se Coffee pilā dūṇgā
gale se lagā …
sārī duniyā chain se soe
ham donoṅ bātoṅ meṅ khoe
tum se maiṅ ḍartī hūṇ koī harkat na karo
ek hai śhart merī tum śharārat na karo
hāy ye pasīnā kyūṇ ā gayā hai hamdam
na to kuchh socho tum na to kuchh socheṅ ham
lage chārpāī meṅ kahīṅ ik khaṭamal hai
taṅg mujhe kartā hai tan meṅ khalbal hai
duśhman khaṭamal ko tum se muhobbat hai
jahāṇ chāhe ghūmegā hāy kyā kismat hai
abhī use ḍhūṇḍh kar maiṅ tagaṛī sazā dūṇgā
gale meṅ lāl ṭāī …
khiṛkī ke maiṅ parde girā dūṇ
tum kah do to battī bujhā dūṇ
are bābā nā re nā battī nā bujhā denā
vaqt kā patā nahīṅ kuchh nā ho jāe kahīṅ
khātā hūṇ sar kī kasam zarā nā chheṛūṇgā
is śharāfat ke lie ik chummā lūṇgā
hāy kismat phūṭī kis ko pyār kiyā hai
aise besabre se maine kyūṇ pyār kiyā
ab to majbūrī hai ye ghaṛī āī hai
sāth sonā hī paṛe ik chārpāī hai
tere bharose ko kabhī nā dagā dūṇgā
samjhī
gale meṅ lāl ṭāī …