हुए हैं तुम पे आशिक़ हम, भला मानो बुरा मानो
हुए हैं तुम पे आशिक़ हम, भला मानो बुरा मानो
ये चाहत अब ना होगी कम, भला मानो बुरा मानो
Guitar ....
ये रूठी सी नज़र ये माथे की शिकन - 2
लिबास-ए-रंग में ये बल खाता बदन
है प्यासा प्यार का ये सारा बाँकपन - 2
हो हो हो प्यार क्या है जान-ए-तमन्ना अब तो पहचानो
हुए हैं तुम पे …
Guitar ....
अजी इक हम तो क्या, हो तुम ऐसे हसीन - 2
फ़रिश्ता भी तुम्हे, अगर देखे कहीं
तो जन्नत भूल के बहक जाये यहीं - 2
हो हो हो प्यार क्या है …
हुए हैं तुम पे …
Guitar ....
तुम्ही को चुन लिया, नज़र की बात है - 2
लिया ग़म आपका, जिगर की बात है
हो तुम फिर भी खफ़ा, असर की बात है - 2
हो हो हो प्यार क्या है …
हुए हैं तुम पे …
Guitar ....
hue haiṅ tum pe āśhiq ham, bhalā māno burā māno
ye chāhat ab nā hogī kam, bhalā māno burā māno
Guitar ....
ye rūṭhī sī nazar ye māthe kī śhikan - 2
libās-e-raṅg meṅ ye bal khātā badan
hai pyāsā pyār kā ye sārā bāṇkapan - 2
ho ho ho pyār kyā hai jān-e-tamannā ab to pahchāno
hue haiṅ tum pe …
Guitar ....
ajī ik ham to kyā, ho tum aise hasīn - 2
fariśhtā bhī tumhe, agar dekhe kahīṅ
to jannat bhūl ke bahak jāye yahīṅ - 2
ho ho ho pyār kyā hai …
hue haiṅ tum pe …
Guitar ....
tumhī ko chun liyā, nazar kī bāt hai - 2
liyā ġham āpkā, jigar kī bāt hai
ho tum phir bhī khafā, asar kī bāt hai - 2
ho ho ho pyār kyā hai …
hue haiṅ tum pe …
Guitar ....