हूँ मेरे वतन में मैने सुनी हैं तेरे वतन की कहानियां
हूँ मेरे वतन में मैने सुनी हैं -2
तेरे वतन की कहानियां
मुझमें हैं वो सब निशानियां
ओ दिलबरजानियां
इस आशिक़ी में मैने सुनी हैं -2
लोगों से जितनी कहानियां
तुझमें हैं वो सब निशानियां
ओ दिलबरजानियां
ना था ग़ुमां तक ऐसे अचानक
इन पर्वतों की इन घाटियों में
मिलना था हमको इन वादियों में
देखो कहीं से जाने कहां पर -2
ले आईं हमको जवानियां
तुझमें हैं वो सब …
अरे दिलबरजानियां
बातों में खुश्बू आँखों में जादू
मेरी पसन्द का महबूब है तू -2
एक दूसरे पर मरने को रब ने
दी हैं हमें ज़िन्दगानियां
तुझमें हैं वो सब …
आँखों में झांकों तस्वीर देखो
मेरे बदन में जितना लहू है
जीना हमारा मुश्क़िल ना कर दें
ये प्यार की मेहरबानियां
तुझमें हैं वो सब …
hūṇ mere vatan meṅ maine sunī haiṅ -2
tere vatan kī kahāniyāṅ
mujhmeṅ haiṅ vo sab niśhāniyāṅ
o dilbarjāniyāṅ
is āśhiqī meṅ maine sunī haiṅ -2
logoṅ se jitnī kahāniyāṅ
tujhmeṅ haiṅ vo sab niśhāniyāṅ
o dilbarjāniyāṅ
nā thā ġhumāṅ tak aise achānak
in parvtoṅ kī in ghāṭiyoṅ meṅ
milnā thā hamko in vādiyoṅ meṅ
dekho kahīṅ se jāne kahāṅ par -2
le āīṅ hamko javāniyāṅ
tujhmeṅ haiṅ vo sab …
are dilbarjāniyāṅ
bātoṅ meṅ khuśhbū āṇkhoṅ meṅ jādū
merī pasand kā mahbūb hai tū -2
ek dūsre par marne ko rab ne
dī haiṅ hameṅ zindgāniyāṅ
tujhmeṅ haiṅ vo sab …
āṇkhoṅ meṅ jhāṅkoṅ tasvīr dekho
mere badan meṅ jitnā lahū hai
jīnā hamārā muśhqil nā kar deṅ
ye pyār kī meharbāniyāṅ
tujhmeṅ haiṅ vo sab …