Hoon jaltaa hai jiyaa meraa bheegee-bheegee raaton men

हूँ जलता है जिया मेरा भीगी-भीगी रातों में
Work
Year
Language

कि: हूँ जलता है जिया मेरा भीगी-भीगी रातों में
आजा गोरी चोरी-चोरी अब तो रहा नहीं जाए रे
हूँ हूँ ( हाय रे ) -3
हे जलता है जिया मेरा …

आ: गुलाबी ये प्याले हैं तेरे हवाले
तू भी दिल की लगी को बुझा ले
फिर ना आए कभी ऐसी रात -2
कि: जलता है जिया मेरा …

पिलाई है तुमने जो प्यासे को शबनम
दिल के शोले भला कैसे हों कम
बनके बादल करो बरसात -2
कि: हो हो जलता है जिया मेरा …

आ: ना ना अभी ये फ़साना हमें ना सुनाना
देखो राजा क़दम ना बढ़ाना
नहीं छेड़ो ऐसी वैसी बात -2
कि: हो जलता है जिया मेरा …

ki: hūṇ jaltā hai jiyā merā bhīgī-bhīgī rātoṅ meṅ
ājā gorī chorī-chorī ab to rahā nahīṅ jāe re
hūṇ hūṇ ( hāy re ) -3
he jaltā hai jiyā merā …

ā: gulābī ye pyāle haiṅ tere havāle
tū bhī dil kī lagī ko bujhā le
phir nā āe kabhī aisī rāt -2
ki: jaltā hai jiyā merā …

pilāī hai tumne jo pyāse ko śhabnam
dil ke śhole bhalā kaise hoṅ kam
banke bādal karo barsāt -2
ki: ho ho jaltā hai jiyā merā …

ā: nā nā abhī ye fasānā hameṅ nā sunānā
dekho rājā qadam nā baṛhānā
nahīṅ chheṛo aisī vaisī bāt -2
ki: ho jaltā hai jiyā merā …