हूँ बहारों ने किए सजदे गुलों ने सर झुकाया है
हूँ
बहारों ने किए सजदे गुलों ने सर झुकाया है
बड़ी फ़ुरसत से मालिक ने हसीं तुमको बनाया है
बहारों ने किए सजदे …
तेरे गालों की सुर्ख़ी को चुराने ग़ुलाब आए
तेरा नाज़ुक बदन जिसकी बला लेने शबाब आए
वो गोरे हाथ जिसमें संग-ए-मरमर की सफ़ेदी है
घटा सावन की ज़ुल्फ़ों में तेरी आराम करती है
हसीना ओ हसीना -2
बहारों ने किए सजदे …
तेरा चेहरा ज़मीं का चाँद बनकर जगमगाया है
मगर क्यूँ चाँदनी को अपने घूँघट में छुपाया है
दो आँखें ऐसी हैं जैसे ग़ज़ल के पहले दो मिसरे
तेरी मासूमियत पर बैठे हैं अंदाज़ के पहरे
हसीना ओ हसीना -2
बहारों ने किए सजदे …
hūṇ
bahāroṅ ne kie sajde guloṅ ne sar jhukāyā hai
baṛī furasat se mālik ne hasīṅ tumko banāyā hai
bahāroṅ ne kie sajde …
tere gāloṅ kī surkhī ko churāne ġhulāb āe
terā nāzuk badan jiskī balā lene śhabāb āe
vo gore hāth jismeṅ saṅg-e-marmar kī safedī hai
ghaṭā sāvan kī zulfoṅ meṅ terī ārām kartī hai
hasīnā o hasīnā -2
bahāroṅ ne kie sajde …
terā chehrā zamīṅ kā chāṇd bankar jagamgāyā hai
magar kyūṇ chāṇdnī ko apne ghūṇghaṭ meṅ chhupāyā hai
do āṇkheṅ aisī haiṅ jaise ġhazal ke pahle do misre
terī māsūmiyat par baiṭhe haiṅ aṅdāz ke pahre
hasīnā o hasīnā -2
bahāroṅ ne kie sajde …