Ho re ho jhanan ghoonghar baaje moraa man jhoome piyaa

हो रे हो झनन घूँघर बाजे मोरा मन झूमे पिया
Year
Language

हो ओ हो हो ओ हो
हो रे हो रे झनन घूँघर बाजे
मोरा मन झूमे पिया
तोरी डगर चूमे पिया आजा घर आजा -2

दिल की उमंग जागे मोरा गाए जिया
आस मोहे लागी तोरी आजा पिया
रितु रंगीली दिन मिलन के
मधुर-मधुर सपने मोरे मन के बलम जागे
हो रे हो झनन …

बहियाँ पकड़ छेड़ें मोहे सखियाँ मोरी
विनती करें लाज भरी अखियाँ मोरी
पग-पग छलके मन की मदिरा
सनन-सनन डोले पवन बदरा घुमड़ नाचे
मोरा मन झूमे …

ho o ho ho o ho
ho re ho re jhanan ghūṇghar bāje
morā man jhūme piyā
torī ḍagar chūme piyā ājā ghar ājā -2

dil kī umaṅg jāge morā gāe jiyā
ās mohe lāgī torī ājā piyā
ritu raṅgīlī din milan ke
madhur-madhur sapne more man ke balam jāge
ho re ho jhanan …

bahiyāṇ pakaṛ chheṛeṅ mohe sakhiyāṇ morī
vintī kareṅ lāj bharī akhiyāṇ morī
pag-pag chhalke man kī madirā
sanan-sanan ḍole pavan badrā ghumaṛ nāche
morā man jhūme …