Ho raam ho avtaar ... aisee apnee dostee aisaa apnaa pyaar

हो राम हो अवतार ... ऐसी अपनी दोस्ती ऐसा अपना प्यार्
Work
Year
Language

हो राम -3
हो अवतार
एक दूजे के वास्ते मरने को तैयार -2
ऐसी अपनी दोस्ती ऐसा अपना प्यार -2
राम को दे आवाज़ कोई तो आ जाए अवतार
ऐसी अपनी दोस्ती …

तू क्‌या जाने बिन तेरे कैसे गुज़रे दिन मेरे -2
बिछड़ के तुझसे मैं कितना रोया आँसू गिन मेरे
ओ मितवा हो
दिल ने तुझको याद किया पल पल में सौ बार
ऐसी अपनी दोस्ती …

हमने मेरे साथिया अलग अलग घर जन्म लिया -2
लगता है हम दोनों ने एक माँ का दूध पिया -2
ओ मितवा हो
तेरे दिल पर चोट लगे -2 दर्द मुझे हो यार
ऐसी अपनी दोस्ती …

ho rām -3
ho avtār
ek dūje ke vāste marne ko taiyār -2
aisī apnī dostī aisā apnā pyār -2
rām ko de āvāz koī to ā jāe avtār
aisī apnī dostī …

tū k‌yā jāne bin tere kaise guzre din mere -2
bichhaṛ ke tujhse maiṅ kitnā royā āṇsū gin mere
o mitvā ho
dil ne tujhko yād kiyā pal pal meṅ sau bār
aisī apnī dostī …

hamne mere sāthiyā alag alag ghar janm liyā -2
lagtā hai ham donoṅ ne ek māṇ kā dūdh piyā -2
o mitvā ho
tere dil par choṭ lage -2 dard mujhe ho yār
aisī apnī dostī …