हो राजा सैंया आती हूँ मैं भी
हो राजा सैंया आती हूँ मैं भी रुक जाना अकेले जाना ना
चलोगे संग तो आँचल की छैयाँ कर दूँगी
रुकोगे तुम तो तन-मन तुमपे वार दूँगी
तुम्हारी मैं पिया हमसे कतराना ना
हो राजा सैंया …
न होवे ऐसा कोई ग़ौर से तेरी ओर देखे
लगा के नेहा कोई जादूगर ना डोर फेंके
बुरी है दुनिया राहों में लुट जाना ना
हो राजा सैंया …
बड़े नादान हो अपनों से नाता तोड़ते हो
कलाई मोरी बेदर्दी काहे मोड़ते हो
पुकारे हँस के तुमको कोई दीवाना ना
हो राजा सैंया …
ho rājā saiṅyā ātī hūṇ maiṅ bhī ruk jānā akele jānā nā
chaloge saṅg to āṇchal kī chhaiyāṇ kar dūṇgī
rukoge tum to tan-man tumpe vār dūṇgī
tumhārī maiṅ piyā hamse katrānā nā
ho rājā saiṅyā …
na hove aisā koī ġhaur se terī or dekhe
lagā ke nehā koī jādūgar nā ḍor pheṅke
burī hai duniyā rāhoṅ meṅ luṭ jānā nā
ho rājā saiṅyā …
baṛe nādān ho apnoṅ se nātā toṛte ho
kalāī morī bedardī kāhe moṛte ho
pukāre hṇs ke tumko koī dīvānā nā
ho rājā saiṅyā …