हो प्यार बाँटते चलो
है प्यार बाँटते चलो
हे प्यार बाँटते चलो
क्या हिन्दू क्या मुसलमाँ हम सब हैं भाई-भाई
प्यार बाँटते …
( प्यार है ज़िन्दगी की निशानी ये बुजुर्गों का कहना है यारों
एक ही साज़ के तार हैं सब हमको मिलजुल के रहना है यारों ) -2
हे सोचो कल क्या थे देखो आज क्या हो
तुमको ले ना डूबे कहीं अपनी ये लड़ाई
को: प्यार बाँटते …
( राम ये है तो रहमान तुम हो ये है करतार तो जान तुम हो
नाम कुछ हो मगर ये ना भूलो सबसे पहले तो इन्सान तुम हो ) -2
ऐ नन्हें शहज़ादों ऐ कल के नेताओं
तुमसे हमने क्या-क्या उम्मीदें हैं लगाईं
को: प्यार बाँटते …
( ये अजन्ता है वो ताज देखो हर जगह प्यार की है एक कहानी
प्यार सदियों से अब तक अमर है और हर चीज़ है आनी-जानी ) -2
हे जब तक ये दुनिया है तब तक ये ज़िन्दा है
सबने सर झुकाया जब इनकी याद आई
को: प्यार बाँटते …
ho pyār bāṇṭte chalo
hai pyār bāṇṭte chalo
he pyār bāṇṭte chalo
kyā hindū kyā musalmāṇ ham sab haiṅ bhāī-bhāī
pyār bāṇṭte …
( pyār hai zindgī kī niśhānī ye bujurgoṅ kā kahnā hai yāroṅ
ek hī sāz ke tār haiṅ sab hamko miljul ke rahnā hai yāroṅ ) -2
he socho kal kyā the dekho āj kyā ho
tumko le nā ḍūbe kahīṅ apnī ye laṛāī
ko: pyār bāṇṭte …
( rām ye hai to rahmān tum ho ye hai kartār to jān tum ho
nām kuchh ho magar ye nā bhūlo sabse pahle to insān tum ho ) -2
ai nanheṅ śhahazādoṅ ai kal ke netāoṅ
tumse hamne kyā-kyā ummīdeṅ haiṅ lagāīṅ
ko: pyār bāṇṭte …
( ye ajantā hai vo tāj dekho har jagah pyār kī hai ek kahānī
pyār sadiyoṅ se ab tak amar hai aur har chīz hai ānī-jānī ) -2
he jab tak ye duniyā hai tab tak ye zindā hai
sabne sar jhukāyā jab inkī yād āī
ko: pyār bāṇṭte …