Ho laagee dil pe thes ... ham to chale pardes ham pardesee ho gae

हो लागी दिल पे ठेस ... हम तो चले परदेस हम परदेसी हो गए
Work
Year
Language

हो सर पे मुकुट सजे मुख पे उजाला हाथ में धनुष गले में पुष्प माला
हम दास इनके ये स्वामी सबके अन्जान हम ये अन्तरयामी
शीश झुकाओ राम-गुन गाओ बोलो जय विष्णु के अवतारी

राम जी की निकली सवारी राम जी की लीला है न्यारी
को: राम जी की निकली …
एक तरफ़ लक्ष्मण एक तरफ़ सीता बीच में जगत के पालनहारी
को: राम जी की निकली …

धीरे चला रथ ओ रथ वाले
तोहे ख़बर क्‌या ओ भोले-भाले
को: तोहे ख़बर क्‌या ओ भोले-भाले
इक बार देखो जी ना भरेगा
सौ बार देखो फिर जी करेगा
व्याकुल पड़े हैं कबसे खड़े हैं
को: व्याकुल पड़े हैं कबसे खड़े हैं
दर्शन के प्यासे सब नर-नारी
राम जी की निकली …
को: राम जी की निकली …

चौदह बरस का वनवास पाया
माता-पिता का वचन निभाया
को: माता-पिता का वचन निभाया
धोखे से हर ली रावण ने सीता
रावण को मारा लंका को जीता
को: रावण को मारा लंका को जीता
तब-तब ये आए -2
को: तब-तब ये आए -2
जब-जब दुनिया इनको पुकारी
राम जी की निकली …
एक तरफ़ लक्ष्मण …
को: राम जी की निकली …

ho sar pe mukuṭ saje mukh pe ujālā hāth meṅ dhanuṣh gale meṅ puṣhp mālā
ham dās inke ye svāmī sabke anjān ham ye antaryāmī
śhīśh jhukāo rām-gun gāo bolo jay viṣhṇu ke avtārī

rām jī kī niklī savārī rām jī kī līlā hai nyārī
ko: rām jī kī niklī …
ek taraf lakṣhmaṇ ek taraf sītā bīch meṅ jagat ke pālanhārī
ko: rām jī kī niklī …

dhīre chalā rath o rath vāle
tohe khabar k‌yā o bhole-bhāle
ko: tohe khabar k‌yā o bhole-bhāle
ik bār dekho jī nā bharegā
sau bār dekho phir jī karegā
vyākul paṛe haiṅ kabse khaṛe haiṅ
ko: vyākul paṛe haiṅ kabse khaṛe haiṅ
darśhan ke pyāse sab nar-nārī
rām jī kī niklī …
ko: rām jī kī niklī …

chaudah baras kā vanvās pāyā
mātā-pitā kā vachan nibhāyā
ko: mātā-pitā kā vachan nibhāyā
dhokhe se har lī rāvaṇ ne sītā
rāvaṇ ko mārā laṅkā ko jītā
ko: rāvaṇ ko mārā laṅkā ko jītā
tab-tab ye āe -2
ko: tab-tab ye āe -2
jab-jab duniyā inko pukārī
rām jī kī niklī …
ek taraf lakṣhmaṇ …
ko: rām jī kī niklī …