Ho ho aahaa ... dil kee lagee kahee jaae naa sajnaa re

हो हो आहा ... दिल की लगी कही जाए ना सजना रे
Work
Year
Language

हो हो आहा -2
( दिल की लगी कही जाए ना सजना रे सजना रे सजना
दीवानी मैं दीवाना तू दीवाना मौसम सुहाना
हो हो हो दीवानी मैं दीवाना तू दीवाना मौसम सुहाना ) -2
हो हो हो दीवानी मैं …

( प्यार तुझे करती हूँ कितना ये कैसे समझाऊँ
पास मेरे तू आ जा तेरे ख़्वाबों में बस जाऊँ ) -2
और कोई सुन पाए न सजना रे सजना रे सजना
दीवानी मैं दीवाना …

( तन से लपेटूँ प्रीत मैं तेरी तू मेरा आँचल है
इन आँखों में भर लूँ तुझको प्यार का ये काजल है ) -2
काली घटा अब छाए न सजना रे सजना रे सजना
दीवानी मैं दीवाना …

ho ho āhā -2
( dil kī lagī kahī jāe nā sajnā re sajnā re sajnā
dīvānī maiṅ dīvānā tū dīvānā mausam suhānā
ho ho ho dīvānī maiṅ dīvānā tū dīvānā mausam suhānā ) -2
ho ho ho dīvānī maiṅ …

( pyār tujhe kartī hūṇ kitnā ye kaise samjhāūṇ
pās mere tū ā jā tere khvāboṅ meṅ bas jāūṇ ) -2
aur koī sun pāe na sajnā re sajnā re sajnā
dīvānī maiṅ dīvānā …

( tan se lapeṭūṇ prīt maiṅ terī tū merā āṇchal hai
in āṇkhoṅ meṅ bhar lūṇ tujhko pyār kā ye kājal hai ) -2
kālī ghaṭā ab chhāe na sajnā re sajnā re sajnā
dīvānī maiṅ dīvānā …