Ho goriyaa re, ho goriyaa re, tere aane se saj gaee hamree ye tootee

हो गोरिया रे, हो गोरिया रे, तेरे आने से सज गई हमरी ये टूटी
Work
Year
Language

हो गोरिया रे, हो गोरिया रे
तेरे आने से सज गई हमरी ये टूटी फूटी नाव (2)

नैया तो हमारा घर आँगना
इस से ही पाना और माँगना
गोरी ये दुआएं देना ज़रूर
माँझी से नैया हो नहीं दूर
ओ गोरिया रे …

सब को किनारे पहुँचायेगा
माँझी तो किनारा नहीं पायेगा
गहरी नदी का ओर न छोर
लहरों से ज़्यादा मनवा में शोर
ओ गोरिया रे …

अपना तो नित यही काम है
आने जाने वालों को सलाम है
कभी कभी आना इस नाव में
इक घर तेरा है मेरे गाँव में
ओ गोरिया रे …

ho goriyā re, ho goriyā re
tere āne se saj gaī hamrī ye ṭūṭī phūṭī nāv (2)

naiyā to hamārā ghar āṇgnā
is se hī pānā aur māṇgnā
gorī ye duāeṅ denā zarūr
māṇjhī se naiyā ho nahīṅ dūr
o goriyā re …

sab ko kināre pahuṇchāyegā
māṇjhī to kinārā nahīṅ pāyegā
gahrī nadī kā or na chhor
lahroṅ se zyādā manvā meṅ śhor
o goriyā re …

apnā to nit yahī kām hai
āne jāne vāloṅ ko salām hai
kabhī kabhī ānā is nāv meṅ
ik ghar terā hai mere gāṇv meṅ
o goriyā re …