हो गया है तुझको तो प्यार सजना
न जाने मेरे दिल को क्या हो गया
अभी तो यहीं था अभी खो गया
हो गया है तुझको तो प्यार सजना
लाख कर ले तू इनकार सजना
दिलदार सजना, है ये प्यार सजना
देखा न तूने, मुड़के भी पीछे
कुछ देर तो मैं रुका था
जब दिलने तुझको रोकना चाहा
दूर तू जा चुका था
हुआ क्या न जाना, ये दिल क्यों दीवाना
हो गया है तुझको तो प्यार …
अए वक़्त रुक जा, थम जा, ठहर जा
वापस ज़रा दौड़ पीछे
मैं छोड़ आयी, खुद को जहाँ पे
वो रह गया मोड़ पीछे
कहाँ मैं, कहाँ तू
ये कैसा है जादू
हो गया है तुझको तो प्यार …
na jāne mere dil ko kyā ho gayā
abhī to yahīṅ thā abhī kho gayā
ho gayā hai tujhko to pyār sajnā
lākh kar le tū inkār sajnā
dildār sajnā, hai ye pyār sajnā
dekhā na tūne, muṛke bhī pīchhe
kuchh der to maiṅ rukā thā
jab dilne tujhko roknā chāhā
dūr tū jā chukā thā
huā kyā na jānā, ye dil kyoṅ dīvānā
ho gayā hai tujhko to pyār …
ae vaqt ruk jā, tham jā, ṭhahar jā
vāpas zarā dauṛ pīchhe
maiṅ chhoṛ āyī, khud ko jahāṇ pe
vo rah gayā moṛ pīchhe
kahāṇ maiṅ, kahāṇ tū
ye kaisā hai jādū
ho gayā hai tujhko to pyār …