हो गया है मुझे प्यार ... अरे नहीं होना था
ये मुहब्बत भी एक इबादत है
और ये इबादत भी एक मोहब्बत है
ये भी दीवानगी है वो भी दीवानगी है
ये भी दिल की लगी है वो भी दिल की लगी है
मुझको क्या हो गया है सबको हैरानगी है
हो गया है मुझे प्यार
अरे नहीं होना था नहीं होना था लेकिन हो गया
हो गया है मुझे …
इस प्यार के ये किस मोड़ पर वो चल दिया मुझे छोड़ कर
आगे जा ना सकूँ पीछे जा ना सकूँ
ग़म दिखा ना सकूँ ग़म छुपा ना सकूँ
सामने तेरे आग का दरिया डूब के जाना पार
हो गया है मुझे …
ज़माना दिलों को नहीं जानता ज़माने को ये दिल नहीं मानता
नहीं और कोई फ़क़त इश्क़ है वो
जो आशिक़ की नज़रों को पहचानता है
अब वक़्त फ़ैसले का नज़दीक आ गया है
जीने का है शौक़ तो मरने को हो जा तैयार
हो गया है मुझे …
वापस कर आई मैं बाबुल को शादी का जोड़ा
मैने प्यार को पहन लिया है
फेंकी मैने गली में झूठी रस्मों की अंगूठी
तोड़ दिए सब लाज के पहरे मैं हर ऐब से छूटी
अपना लाल दुपट्टा मेरे दिल के खून से रंग जा
ये संगम हो जाए सागर से मिल जाए गंगा
नहीं होना था …
ye muhabbat bhī ek ibādat hai
aur ye ibādat bhī ek mohabbat hai
ye bhī dīvāngī hai vo bhī dīvāngī hai
ye bhī dil kī lagī hai vo bhī dil kī lagī hai
mujhko kyā ho gayā hai sabko hairāngī hai
ho gayā hai mujhe pyār
are nahīṅ honā thā nahīṅ honā thā lekin ho gayā
ho gayā hai mujhe …
is pyār ke ye kis moṛ par vo chal diyā mujhe chhoṛ kar
āge jā nā sakūṇ pīchhe jā nā sakūṇ
ġham dikhā nā sakūṇ ġham chhupā nā sakūṇ
sāmne tere āg kā dariyā ḍūb ke jānā pār
ho gayā hai mujhe …
zamānā diloṅ ko nahīṅ jāntā zamāne ko ye dil nahīṅ māntā
nahīṅ aur koī faqat iśhq hai vo
jo āśhiq kī nazroṅ ko pahchāntā hai
ab vaqt faisle kā nazdīk ā gayā hai
jīne kā hai śhauq to marne ko ho jā taiyār
ho gayā hai mujhe …
vāpas kar āī maiṅ bābul ko śhādī kā joṛā
maine pyār ko pahan liyā hai
pheṅkī maine galī meṅ jhūṭhī rasmoṅ kī aṅgūṭhī
toṛ die sab lāj ke pahre maiṅ har aib se chhūṭī
apnā lāl dupaṭṭā mere dil ke khūn se raṅg jā
ye saṅgam ho jāe sāgar se mil jāe gaṅgā
nahīṅ honā thā …