Ho gaee taiyaar hamaaree army

हो गई तैयार हमारी अर्म्य्
Work
Year
Language

हो गई तैयार हमारी army
मानेगी न हार हमारी army
हौसले बारूदों वाले साँसों में है ज्वाला
ज़िंदगी ने मारा हमको मौत ने है पाला
हो गई तैयार …

सर झुकाए बैठा क्‌यों भला मेरे मीत मुस्कुरा
साज कोई हाथों में उठा नया गीत गुनगुना
आंधी को रोक लें तूफ़ां को मोड़ दें
सारे जहान को हम पीछे छोड़ दें
आगे हमेशा बढ़ती ही जाएगी
डरेगी न यार हमारी army
हो गई तैयार …

जान से प्यारी है हमें एक दूसरे की जान
एक दूजे के लिए सदा होंगे हम यहां क़ुर्बान
आँखों में ख्वाब हैं सीने में जोश है
खुशियों की रात है अब किसको होश है
मुड़ के कभी वापस न आएगी
जीतेगी सौ बार हमारी army
हो गई तैयार …

ho gaī taiyār hamārī army
mānegī na hār hamārī army
hausle bārūdoṅ vāle sāṇsoṅ meṅ hai jvālā
ziṅdgī ne mārā hamko maut ne hai pālā
ho gaī taiyār …

sar jhukāe baiṭhā k‌yoṅ bhalā mere mīt muskurā
sāj koī hāthoṅ meṅ uṭhā nayā gīt gungunā
āṅdhī ko rok leṅ tūfāṅ ko moṛ deṅ
sāre jahān ko ham pīchhe chhoṛ deṅ
āge hameśhā baṛhtī hī jāegī
ḍaregī na yār hamārī army
ho gaī taiyār …

jān se pyārī hai hameṅ ek dūsre kī jān
ek dūje ke lie sadā hoṅge ham yahāṅ qurbān
āṇkhoṅ meṅ khvāb haiṅ sīne meṅ jośh hai
khuśhiyoṅ kī rāt hai ab kisko hośh hai
muṛ ke kabhī vāpas na āegī
jītegī sau bār hamārī army
ho gaī taiyār …