हो ई ये क्या हुआ ... ये कुर्ती सरक गई ... दरवज्जा खुला छोड़ आई नींद के मारे
हो ई ये क्या हुआ
हाय ये तेरा चेहरा उड़ा उड़ा
हाय ये क्या हुआ
ये कुर्ती मसक गई चुनरी सरक गई
पांव पड़ते हैं उधर ध्यान तेरा है तेरा किधर
किसी ने तुझको छुआ
बोलिई कैसे हुआ
कुछ न कुछ हो ही गया
बोलिई कैसे हुआ
नींद के मारे पी का पी का
दरवज्जा खुला छोड़ आई नींद के मारे
मैं जाने क्या क्या कर आई नींद के मारे
रात मोरे सैंया ने पानी मांगा
अरे दिलाया क्या
मैं कुएं में धकेल आई नींद के मारे
दरवज्जा खुला छोड़ आई …
टिक टप टिक टप टिक टप टिक टप
रात मोरे सैंया ने अण्डा मांगा
खिलाया क्या
हाय दईया आ
मैं डन्डा परोस आई नींद के मारे
दरवज्जा खुला छोड़ आई …
रात मोरे सैंया ने बीड़ा मांगा
अरे चूना लगाया
मैं चूरन चटाई आई नींद के मारे
दरवज्जा खुला छोड़ आई …
रात मोरे सैंया ने तकिया मांगा
फिर कुछ कर आई
पड़ोसन सुलाई आई नींद के मारे
हाय पड़ोसन सुलाई आई नींद के मारे
दरवज्जा खुला छोड़ आई …
सोई पड़ोसन सिंगार तेरा टूटा
ईंट कहीं मारी अनार कहीं छूटा
गोली कहीं दागी और गोली कहीं लागी
हमसे कहीं रोई और तू प्यासी जागी
तू सही काम कर आई नींद के मारे
ho ī ye kyā huā
hāy ye terā chehrā uṛā uṛā
hāy ye kyā huā
ye kurtī masak gaī chunrī sarak gaī
pāṅv paṛte haiṅ udhar dhyān terā hai terā kidhar
kisī ne tujhko chhuā
boliī kaise huā
kuchh na kuchh ho hī gayā
boliī kaise huā
nīṅd ke māre pī kā pī kā
daravajjā khulā chhoṛ āī nīṅd ke māre
maiṅ jāne kyā kyā kar āī nīṅd ke māre
rāt more saiṅyā ne pānī māṅgā
are dilāyā kyā
maiṅ kueṅ meṅ dhakel āī nīṅd ke māre
daravajjā khulā chhoṛ āī …
ṭik ṭap ṭik ṭap ṭik ṭap ṭik ṭap
rāt more saiṅyā ne aṇḍā māṅgā
khilāyā kyā
hāy daīyā ā
maiṅ ḍanḍā paros āī nīṅd ke māre
daravajjā khulā chhoṛ āī …
rāt more saiṅyā ne bīṛā māṅgā
are chūnā lagāyā
maiṅ chūran chaṭāī āī nīṅd ke māre
daravajjā khulā chhoṛ āī …
rāt more saiṅyā ne takiyā māṅgā
phir kuchh kar āī
paṛosan sulāī āī nīṅd ke māre
hāy paṛosan sulāī āī nīṅd ke māre
daravajjā khulā chhoṛ āī …
soī paṛosan siṅgār terā ṭūṭā
īṅṭ kahīṅ mārī anār kahīṅ chhūṭā
golī kahīṅ dāgī aur golī kahīṅ lāgī
hamse kahīṅ roī aur tū pyāsī jāgī
tū sahī kām kar āī nīṅd ke māre