हँसी हँसी न रही और ख़ुशी ख़ुशी न रही
हँसी हँसी न रही और ख़ुशी ख़ुशी न रही
मैं ज़िन्दगी जिसे समझूँ वो ज़िन्दगी न रही
जियूँ तो किसके लिए और मरूँ तो किसके लिए
जो एक आस बँधी थी वो आस ही न रही
कुछ आ के ग़म के अँधेरे ने ऐसा घेर लिया
चिराग़ जलते रहे और रोशनी न रही
अँधेरी रात है अब और बुझा सा दिल का दिया
जो चार दिन के लिए थी वो चाँदनी न रही
हँसी हँसी न रही …
hṇsī hṇsī na rahī aur khuśhī khuśhī na rahī
maiṅ zindgī jise samjhūṇ vo zindgī na rahī
jiyūṇ to kiske lie aur marūṇ to kiske lie
jo ek ās bṇdhī thī vo ās hī na rahī
kuchh ā ke ġham ke aṇdhere ne aisā gher liyā
chirāġh jalte rahe aur rośhnī na rahī
aṇdherī rāt hai ab aur bujhā sā dil kā diyā
jo chār din ke lie thī vo chāṇdnī na rahī
hṇsī hṇsī na rahī …