taṅdā nā ne tā nā ne ānaṅd meṅ -4
pyāre paṅchhī bāṇhoṅ meṅ gātī koyal rāhoṅ meṅ
dhartī pe yahī to khuśhī hai apnī duniyā meṅ āṇsū bhī nahīṅ haiṅ

chhoṭī-chhoṭī kuṭiyā meṅ svarg hai yahāṇ
aur chhoṭe-chhoṭe dil meṅ bahtā pyār kā ye jharnā
paṅchhī jo uṛnā chāhe to paṭṭā kāhe kā
ye pyār hī kāfī hai gorī paisā-vaisā kyā karnā

āsmānoṅ meṅ ānaṅd miṭṭī meṅ bhī hai ānaṅd
ye dhartī chīr ke ugne vāle aṅkur meṅ ānaṅd
dhūp kā sardī meṅ ānaṅd nadī kā varṣhā meṅ ānaṅd
aur varśhā meṅ badle bhūmi ke raṅgoṅ meṅ ānaṅd
jīvan kā ye ānaṅd sau barsoṅ kā ānaṅd sajnī
duniyā meṅ har dil kī dhaṛkan meṅ ānaṅd ānaṅd
pyāre paṅchhī bāṇhoṅ meṅ gātī koyal rāhoṅ meṅ
dhartī pe yahī to khuśhī hai apnī duniyā meṅ āṇsū bhī nahīṅ haiṅ
terī sāṇsoṅ meṅ rah ke ḍhaltī umar kā ānaṅd
tum agle janam meṅ phir se milo to aur bhī ānaṅd
ṭhaṇḍī rātoṅ meṅ tere badan kī garmī kā ānaṅd
aur jīvan bhar jo tumne diyā hai jīne kā ānaṅd
apnepan meṅ ānaṅd riśhtoṅ meṅ bhī ānaṅd
chhalke auroṅ kī khātir jo āṇsū haiṅ ānaṅd
( pyāre paṅchhī bāṇhoṅ meṅ gātī koyal rāhoṅ meṅ
dhartī pe yahī to khuśhī hai apnī duniyā meṅ āṇsū bhī nahīṅ haiṅ ) -2