हेल्लो हेल्लो बोल के मेरे आजू बाजू डोल के
hello hello बोल के मेरे आजू बाजू डोल के
दीवानी लड़की है के देखे एक तीर नज़रों से
देखते ही मुझे बोलती है हाय
hello hello बोल के तेरे आजू बाजू डोल के
दीवानी हो गई मैं ऐसे जैसे तितली कोई
जैसे आस पास हो चुरा के मन मेरा हाय
hello hello बोल के …
मिलती है किसी भी बहाने चौक पे
लगती है दिल को चुराने चौक पे
आते जाते लोगों को वो देखती नहीं
गाती है वो प्यार से तराने चौक पे
दिल से बता कैसे जान जा रही है ऐसे
पर उसको समझ नहीं है हो हाय
hello hello बोल के …
लड़कियां हज़ार हैं ये अजीब है
सबसे अलग है बड़ी चीज़ है
मुझपे फ़िदा है वो दिल-ओ-जान से
दूर रह के लगती मुझे करीब है
वो क्या मेरा दिलरुबा है रास्ते पे आ गया
छा गया है मेरे दिल पे ओ हाय
hello hello बोल के …
hello hello bol ke mere ājū bājū ḍol ke
dīvānī laṛkī hai ke dekhe ek tīr nazroṅ se
dekhte hī mujhe boltī hai hāy
hello hello bol ke tere ājū bājū ḍol ke
dīvānī ho gaī maiṅ aise jaise titlī koī
jaise ās pās ho churā ke man merā hāy
hello hello bol ke …
miltī hai kisī bhī bahāne chauk pe
lagtī hai dil ko churāne chauk pe
āte jāte logoṅ ko vo dekhtī nahīṅ
gātī hai vo pyār se tarāne chauk pe
dil se batā kaise jān jā rahī hai aise
par usko samajh nahīṅ hai ho hāy
hello hello bol ke …
laṛkiyāṅ hazār haiṅ ye ajīb hai
sabse alag hai baṛī chīz hai
mujhpe fidā hai vo dil-o-jān se
dūr rah ke lagtī mujhe karīb hai
vo kyā merā dilrubā hai rāste pe ā gayā
chhā gayā hai mere dil pe o hāy
hello hello bol ke …