हे यार मेरे मौसम है मस्ताना मस्ताना
हे यार मेरे मौसम है मस्ताना मस्ताना
अरे मस्ताना मौसम है दीवाना दीवाना
माना तू खिलाड़ी है माना तू शिकारी है तुझको बना दूंगी परवाना
हे यार मेरे मौसम …
अरे तूने मुझे छेड़ दिया प्यार में मैने तुझे घेर लिया राह में
हो दिल तुम्हें हो हो दिल तुम्हें हाँ हाँ दिल तुम्हें देना पड़ेगा
ओ सनम हाँ कर या ना कर तू तेरी कसम
अरे सुन ले मेरे दिल का तू अफ़साना अफ़साना
अरे मस्ताना मौसम है …
अरे जाने दे छोड़ मेरा रास्ता तेरा मेरा नहीं कोई वास्ता
हो मैं कोई हाँ हाँ मैं कोई हाँ हाँ मैं कोई आशिक़ आवारा नहीं
मैं तेरी ज़ुल्फ़ों का मारा नहीं
अरे मैं तो एक राही हूँ अंजाना अंजाना
तेरी अदाओं से बेगाना बेगाना
माना तू सयानी है लेकिन तू दीवानी है तूने मुझे नहीं पहचाना
यार मेरे मौसम …
he yār mere mausam hai mastānā mastānā
are mastānā mausam hai dīvānā dīvānā
mānā tū khilāṛī hai mānā tū śhikārī hai tujhko banā dūṅgī parvānā
he yār mere mausam …
are tūne mujhe chheṛ diyā pyār meṅ maine tujhe gher liyā rāh meṅ
ho dil tumheṅ ho ho dil tumheṅ hāṇ hāṇ dil tumheṅ denā paṛegā
o sanam hāṇ kar yā nā kar tū terī kasam
are sun le mere dil kā tū afsānā afsānā
are mastānā mausam hai …
are jāne de chhoṛ merā rāstā terā merā nahīṅ koī vāstā
ho maiṅ koī hāṇ hāṇ maiṅ koī hāṇ hāṇ maiṅ koī āśhiq āvārā nahīṅ
maiṅ terī zulfoṅ kā mārā nahīṅ
are maiṅ to ek rāhī hūṇ aṅjānā aṅjānā
terī adāoṅ se begānā begānā
mānā tū sayānī hai lekin tū dīvānī hai tūne mujhe nahīṅ pahchānā
yār mere mausam …