हे हे ... मुझे तुम से मोहब्बत है मगर मैं कह नहीं सकता
सुनील शेट्टी: तेरे बिना ऐसे जिये जा रहा हूँ मैं
लगता है जैसे कोई ग़ुनाह किये जा रहा हूँ मैं
कु: हे हे हे आ आ आ आ हा
मुझे तुम से मोहब्बत है मगर मैं कह नहीं सकता हा आ आ
मेरी दिल की ये हसरत है मगर मैं कह नहीं सकता हा आ आ
म: मैं सब कुछ जानती हूँ फिर भी लेकिन
तुम्हारे ग़म से मैं जुदा नहीं हूँ
मुझे भी तेरी चाहत है मगर मैं कह नहीं सकती आ आ आ
मेरे दिल की ये हसरत है मगर मैं कह नहीं सकती आ आ आ
कु: मेरी क्या बेबसी है क्या बताऊँ
बताना कुछ भी तो मुमकिन नहीं है
मुझे तुम से भी उल्फ़त है मगर मैं कह नहीं सकता हा आ आ
मेरी दिल की ये हसरत है मगर मैं कह नहीं सकता हा आ आ
म: तड़पती मैं भी हूँ तेरे लिये पर
मैं हाल-ए-दिल सुनाऊँ भी तो कैसे
ज़माने से शिकायत है मगर मैं कह नहीं सकती आ आ आ
मेरी दिल की ये हसरत है मगर मैं कह नहीं सकती आ आ आ
कु: मुझे तुम से मोहब्बत है मगर मैं कह नहीं सकता हा आ आ
म: आ आ आ आ आ आ
कु: हे हे हे हे आ हा आ आ आ आ
sunīl śheṭṭī: tere binā aise jiye jā rahā hūṇ maiṅ
lagtā hai jaise koī ġhunāh kiye jā rahā hūṇ maiṅ
ku: he he he ā ā ā ā hā
mujhe tum se mohabbat hai magar maiṅ kah nahīṅ saktā hā ā ā
merī dil kī ye hasrat hai magar maiṅ kah nahīṅ saktā hā ā ā
ma: maiṅ sab kuchh jāntī hūṇ phir bhī lekin
tumhāre ġham se maiṅ judā nahīṅ hūṇ
mujhe bhī terī chāhat hai magar maiṅ kah nahīṅ saktī ā ā ā
mere dil kī ye hasrat hai magar maiṅ kah nahīṅ saktī ā ā ā
ku: merī kyā bebsī hai kyā batāūṇ
batānā kuchh bhī to mumkin nahīṅ hai
mujhe tum se bhī ulfat hai magar maiṅ kah nahīṅ saktā hā ā ā
merī dil kī ye hasrat hai magar maiṅ kah nahīṅ saktā hā ā ā
ma: taṛaptī maiṅ bhī hūṇ tere liye par
maiṅ hāl-e-dil sunāūṇ bhī to kaise
zamāne se śhikāyat hai magar maiṅ kah nahīṅ saktī ā ā ā
merī dil kī ye hasrat hai magar maiṅ kah nahīṅ saktī ā ā ā
ku: mujhe tum se mohabbat hai magar maiṅ kah nahīṅ saktā hā ā ā
ma: ā ā ā ā ā ā
ku: he he he he ā hā ā ā ā ā