Hazaaron narkon men jeene kee aas ... bhoot hai yahaan koee

हज़ारों नर्कों में जीने की आस ... भूत है यहाँ कोई
Work
Year
Language

हज़ारों नर्कों में जीने की आस
लेकर के आई है तेरे पास
दर्दों में बिलख रही
घुट रही है उसकी साँस
मरी है पर सोई नहीं
भूत है यहाँ कोई -2
आई है तुझे लेने
भूत है यहाँ कोई

ठण्ड इस में ऐसी सूरज जमा दे
गर्मी है इतनी समन्दर उबाले
आँखों में उतरा क़हर
ज़िन्दगी ये है ज़हर
मरी है पर सोई नहीं
भूत है यहाँ कोई
को: भूत है यहाँ कोई

भूत है यहाँ कोई
आई है तुझे लेने
भूत है यहाँ कोई
भूत है
भूत है यहाँ कोई
हज़ारों नर्कों में जीने की आस
लेकर के आई है तेरे पास
दर्दों में बिलख रही
घुट रही है उसकी साँस
मरी है पर सोई नहीं
भूत है यहाँ कोई -2
आई है तुझे लेने

ठण्ड इस में ऐसी कि सूरज जमा दे
गर्मी है इतनी समन्दर उबाले
आँखों में उतरा क़हर
ज़िन्दगी है ज़हर
मरी है पर सोई नहीं
भूत है यहाँ कोई -2
आई है तुझे लेने

hazāroṅ narkoṅ meṅ jīne kī ās
lekar ke āī hai tere pās
dardoṅ meṅ bilakh rahī
ghuṭ rahī hai uskī sāṇs
marī hai par soī nahīṅ
bhūt hai yahāṇ koī -2
āī hai tujhe lene
bhūt hai yahāṇ koī

ṭhaṇḍ is meṅ aisī sūraj jamā de
garmī hai itnī samandar ubāle
āṇkhoṅ meṅ utrā qahar
zindgī ye hai zahar
marī hai par soī nahīṅ
bhūt hai yahāṇ koī
ko: bhūt hai yahāṇ koī

bhūt hai yahāṇ koī
āī hai tujhe lene
bhūt hai yahāṇ koī
bhūt hai
bhūt hai yahāṇ koī
hazāroṅ narkoṅ meṅ jīne kī ās
lekar ke āī hai tere pās
dardoṅ meṅ bilakh rahī
ghuṭ rahī hai uskī sāṇs
marī hai par soī nahīṅ
bhūt hai yahāṇ koī -2
āī hai tujhe lene

ṭhaṇḍ is meṅ aisī ki sūraj jamā de
garmī hai itnī samandar ubāle
āṇkhoṅ meṅ utrā qahar
zindgī hai zahar
marī hai par soī nahīṅ
bhūt hai yahāṇ koī -2
āī hai tujhe lene