इन हवाओं पे ... दो दिलों की कहानी
इन हवाओं पे किसी ने लिख दी दो दिलों की कहानी
उसमें दो नाम लिखे हैं इक तेरा है इक मेरा
इन हवाओं पे …
आ गए हम कहां पागल सा ये समां पागल बनाने लगा हो देखो
कैसी ये खुश्बू है कैसा ये जादू है जादू सा छाने लगा हो देखो
ये हुआ है यहां पे पहली बार
दो दिल जो मिल के धड़के है इक तेरा है इक मेरा
इन हवाओं पे …
जागे हैं सोए हैं हम कहां खोए हैं कुछ याद आता नहीं हो देखो
तेरे नाम के बिना तेरी याद के सिवा कुछ याद आता नहीं ओ देखो
हमारे तुम्हारे प्यार के दो सपने सच हो रहे हैं इक तेरा है इक मेरा
इन हवाओं पे …
in havāoṅ pe kisī ne likh dī do diloṅ kī kahānī
usmeṅ do nām likhe haiṅ ik terā hai ik merā
in havāoṅ pe …
ā gae ham kahāṅ pāgal sā ye samāṅ pāgal banāne lagā ho dekho
kaisī ye khuśhbū hai kaisā ye jādū hai jādū sā chhāne lagā ho dekho
ye huā hai yahāṅ pe pahlī bār
do dil jo mil ke dhaṛke hai ik terā hai ik merā
in havāoṅ pe …
jāge haiṅ soe haiṅ ham kahāṅ khoe haiṅ kuchh yād ātā nahīṅ ho dekho
tere nām ke binā terī yād ke sivā kuchh yād ātā nahīṅ o dekho
hamāre tumhāre pyār ke do sapne sach ho rahe haiṅ ik terā hai ik merā
in havāoṅ pe …