हवा हवा ऐ हवा खुशबू लुटा दे
(हवा हवा ऐ हवा खुशबू लुटा दे
कहाँ खुली हां खुली ज़ुल्फ़ बता दे
अब उसका पता दे, ज़रा मुझको बता दे
मैं उस से मिलूंगा, एक बार मिला दे
यार मिला दे, दिलदार मिला दे - 2 ) - 2
(फिर किसी के चेहरे का रंग खिल गया
बिछड़ा हुआ आज कोई उसको मिल गया ) - 2
कैसे मिल गया, कहाँ मिल गया
हम ने तो ढूँढ लिया सारा ज़माना
हवा हवा ऐ …
(ये अदा भी उसकी क्या काम कर गयी
जाते जाते एक हसीन शाम कर गयी ) - 2
शाम कर गयी, तेरे नाम कर गयी
ऐसे हसीन चेहरे को अपना बनाना
हवा हवा ऐ …
(ज़िन्दगी की धूप को साया कर गयी
आज मेरे पास से वो गुज़र गयी ) - 2
उसने जो कहा, तुमने ही सुना
ये बात और किसी को ना बताना
हवा हवा ऐ …
हवा हवा ऐ …
(havā havā ai havā khuśhbū luṭā de
kahāṇ khulī hāṅ khulī zulf batā de
ab uskā patā de, zarā mujhko batā de
maiṅ us se milūṅgā, ek bār milā de
yār milā de, dildār milā de - 2 ) - 2
(phir kisī ke chehre kā raṅg khil gayā
bichhaṛā huā āj koī usko mil gayā ) - 2
kaise mil gayā, kahāṇ mil gayā
ham ne to ḍhūṇḍh liyā sārā zamānā
havā havā ai …
(ye adā bhī uskī kyā kām kar gayī
jāte jāte ek hasīn śhām kar gayī ) - 2
śhām kar gayī, tere nām kar gayī
aise hasīn chehre ko apnā banānā
havā havā ai …
(zindgī kī dhūp ko sāyā kar gayī
āj mere pās se vo guzar gayī ) - 2
usne jo kahā, tumne hī sunā
ye bāt aur kisī ko nā batānā
havā havā ai …
havā havā ai …