हौले हौले दिल डोले चोरी चोरी कुछ बोले
हौले हौले दिल डोले चोरी चोरी कुछ बोले
यादों में क्या है
कैसे बताऊं
होंठों पे क्या है
कैसे सुनाऊं
राज़ नज़र से खोले
हौले हौले दिल डोले …
चैन अब तो न आए तेरी कसम
दर्द कोई सताए तेरी कसम
बेखुदी यही कह रही सनम सीने से लगाए रहना
इश्क़ की अगन में दीवानापन माने न किसी का कहना
धीमे धीमे जले शोले
चोरी चोरी कुछ बोले …
छोड़ दूं मैं ज़माना तेरे लिए
मैं बना हूँ दीवाना तेरे लिए
आए कोई हम पे जो कोई सितम तोड़ेंगे न हम क़सम
प्यार हो गया मैं तो खो गया अब न कुछ मेरे बस में
तेरी वफ़ा रस घोले
चोरी चोरी कुछ बोले …
haule haule dil ḍole chorī chorī kuchh bole
yādoṅ meṅ kyā hai
kaise batāūṅ
hoṅṭhoṅ pe kyā hai
kaise sunāūṅ
rāz nazar se khole
haule haule dil ḍole …
chain ab to na āe terī kasam
dard koī satāe terī kasam
bekhudī yahī kah rahī sanam sīne se lagāe rahnā
iśhq kī agan meṅ dīvānāpan māne na kisī kā kahnā
dhīme dhīme jale śhole
chorī chorī kuchh bole …
chhoṛ dūṅ maiṅ zamānā tere lie
maiṅ banā hūṇ dīvānā tere lie
āe koī ham pe jo koī sitam toṛeṅge na ham qasam
pyār ho gayā maiṅ to kho gayā ab na kuchh mere bas meṅ
terī vafā ras ghole
chorī chorī kuchh bole …