हटो तुम बाजू हवा आने दो ... कर बूम बूम्
हटो तुम बाजू हवा आने दो
दीवानेपन का नशा छाने दो
मैं हूँ कहां मुझे होश नहीं
मेरा दिल ये कहे कर बूम बूम
हटो तुम बाजू …
आज मेरे बहके हैं कदम बड़ा बेताब है मन
जाने किधर मुझे लेके चली दीवानी पगली पवन
हो इसमें मेरा कोई दोष नहीं
मेरा दिल ये कहे कर बूम बूम
हटो तुम बाजू …
यार मिलेगी कहीं ना कहीं जो ख्वाबों में आने लगी
सबसे हसीं है वो सबसे जवां जो हर पल सताने लगी
हो रहना मुझे खामोश नहीं
मेरा दिल ये कहे कर बूम बूम
हटो तुम बाजू …
haṭo tum bājū havā āne do
dīvānepan kā naśhā chhāne do
maiṅ hūṇ kahāṅ mujhe hośh nahīṅ
merā dil ye kahe kar būm būm
haṭo tum bājū …
āj mere bahke haiṅ kadam baṛā betāb hai man
jāne kidhar mujhe leke chalī dīvānī paglī pavan
ho ismeṅ merā koī doṣh nahīṅ
merā dil ye kahe kar būm būm
haṭo tum bājū …
yār milegī kahīṅ nā kahīṅ jo khvāboṅ meṅ āne lagī
sabse hasīṅ hai vo sabse javāṅ jo har pal satāne lagī
ho rahnā mujhe khāmośh nahīṅ
merā dil ye kahe kar būm būm
haṭo tum bājū …