हटो काहे को झूटीइ बनाओ बतियाँ
हटो काहे को झूटीइ बनाओ बतियाँ
ग़ैर का साथ है और रोज़ मुलाक़ातें हैं
प्यार है उस के लिये और हम से फ़क़त बातें हैं
जाओ जाओ जाओ झूठी बात न बनाओ
जल रही विरह में सैंया और न जलाओ
...
हटो काहे को झूटी …
ये उड़ी उड़ी सी रंगत
ये खुले खुले से गेसु
तेरी सुबह कह रही है
तेरी रात का फ़साना
देखो जी किसी का प्यार हम से न छुपाओ
सब हमें पता है प्यारे नैन न झुकाओ
सुनो कहती है क्या क्या तुम्हरी अखियाँ
हटो काहे को झूटी …
haṭo kāhe ko jhūṭīi banāo batiyāṇ
ġhair kā sāth hai aur roz mulāqāteṅ haiṅ
pyār hai us ke liye aur ham se faqat bāteṅ haiṅ
jāo jāo jāo jhūṭhī bāt na banāo
jal rahī virah meṅ saiṅyā aur na jalāo
...
haṭo kāhe ko jhūṭī …
ye uṛī uṛī sī raṅgat
ye khule khule se gesu
terī subah kah rahī hai
terī rāt kā fasānā
dekho jī kisī kā pyār ham se na chhupāo
sab hameṅ patā hai pyāre nain na jhukāo
suno kahtī hai kyā kyā tumhrī akhiyāṇ
haṭo kāhe ko jhūṭī …