हरियाला बन्ना है ... चेहरे पे सेहरा है ... बधाई हो
हरियाला बन्ना है सेहरा सजाए
घरवाले बारात ले के हैं आए
हे घुंघरू वालियों घुंघरू बांध लो हो
चलो तुम भी तो ढोलक साथ लो ऐ
चेहरे पे सेहरा है सेहरे पे कलगी
कलगी में मोती है मोती में ज्योति
ज्योति में जैसे खुशी मुस्कुराई हो
बधाई हो बधाई हो बधाई हो
माँ के नसीबों से ये दिन है आया
किस्मत ने बन्ने का सेहरा दिखाया
जिसमें है चम्पा चमेली की कलियाँ
बारात निकली तो महकी हैं गलियाँ
खुश्बू ने जैसे खुश्बू ने जैसे ली अंग्ड़ाई हो
बधाई हो …
बहनें मगन हैं कि भाभी मिलेगी
भाभी जो उनकी सहेली बनेगी
भैया जो प्यारे तो भाभी भी प्यारी
दोनों की जोड़ी होगी ऐसी न्यारी
सूरज की चंदा से हो सूरज की चंदा से जैसे सगाई हो
बधाई हो …
hariyālā bannā hai sehrā sajāe
gharvāle bārāt le ke haiṅ āe
he ghuṅghrū vāliyoṅ ghuṅghrū bāṅdh lo ho
chalo tum bhī to ḍholak sāth lo ai
chehre pe sehrā hai sehre pe kalgī
kalgī meṅ motī hai motī meṅ jyoti
jyoti meṅ jaise khuśhī muskurāī ho
badhāī ho badhāī ho badhāī ho
māṇ ke nasīboṅ se ye din hai āyā
kismat ne banne kā sehrā dikhāyā
jismeṅ hai champā chamelī kī kaliyāṇ
bārāt niklī to mahkī haiṅ galiyāṇ
khuśhbū ne jaise khuśhbū ne jaise lī aṅgṛāī ho
badhāī ho …
bahneṅ magan haiṅ ki bhābhī milegī
bhābhī jo unkī sahelī banegī
bhaiyā jo pyāre to bhābhī bhī pyārī
donoṅ kī joṛī hogī aisī nyārī
sūraj kī chaṅdā se ho sūraj kī chaṅdā se jaise sagāī ho
badhāī ho …