हर तरफ़ हर जगह बेशुमार आदमी(ळत-ज़ग्जित ग़ज़ल)
ज: हर तरफ़ हर जगह बेशुमार आदमी
ल: हर तरफ़ हर जगह बेशुमार आदमी
दोनो: फिर भी तन्हाइयों का शिकार आदमी
ल: सुबह से शाम तक बोझ ढोता हुआ
ज: सुबह से शाम तक बोझ ढोता हुआ
ज: अपनी ही लाश का खुद मज़ार आदमी
ल: हर तरफ़ भागते दौड़ते रास्ते
हर तरफ़ आदमी का शिकार आदमी
ल: रोज़ जीता हुआ रोज़ मरता हुआ
ज: रोज़ जीता हुआ रोज़ मरता हुआ
ज: हर नयी दिन नया इंतज़ार आदमी
ज: ज़िन्दगी का मुक़द्दर सफ़र डर सफ़र
ल: ज़िन्दगी का मुक़द्दर सफ़र डर सफ़र
दोनो: आखिरी साँस तक बेक़रार आदमी
ja: har taraf har jagah beśhumār ādmī
la: har taraf har jagah beśhumār ādmī
dono: phir bhī tanhāiyoṅ kā śhikār ādmī
la: subah se śhām tak bojh ḍhotā huā
ja: subah se śhām tak bojh ḍhotā huā
ja: apnī hī lāśh kā khud mazār ādmī
la: har taraf bhāgte dauṛte rāste
har taraf ādmī kā śhikār ādmī
la: roz jītā huā roz martā huā
ja: roz jītā huā roz martā huā
ja: har nayī din nayā iṅtazār ādmī
ja: zindgī kā muqaddar safar ḍar safar
la: zindgī kā muqaddar safar ḍar safar
dono: ākhirī sāṇs tak beqrār ādmī