Har kisee ke dil men ik ... honey! ee need you

हर किसी के दिल में इक ... होनेय्! ई नीद योउ
Year
Language

honey! I need you
हे हे हे हे हे हे हे हे
हर किसी के दिल में इक लड़की का ख्याल रहता है
कोई कहता है कोई छुपाता है
हो कोई कहता है कोई छुपाता है अजब हाल रहता है

आ आ ओ हो हो हो
हर किसी के दिल में इक लड़के का ख्याल रहता है
कोई कहता है कोई छुपाता है
हाँ कोई कहता है कोई छुपाता है अजब हाल रहता है
हर किसी के दिल में …

सफ़र तन्हा तन्हा कब तलक
उमर तन्हा तन्हा कब तलक
कभी तो आएगी वो दिलरुबा दिलरुबा दिलरुबा
के हम तन्हा तन्हा कब तलक
के तुम तन्हा तन्हा कब तलक
कभी तो आएगा वो जान-ए-जां मेरा जान-ए-जां मेरा जान-ए-जां
किसी मोड़ पर तो कभी ना कभी होगा तेरा मेरा सामना
हर किसी के दिल में …

मोहब्बत मोहब्बत करूँगा मोहब्बत
शरारत शरारत करूँगा शरारत
वो है मेरा सपना वो है मेरी चाहत
हर घड़ी उसी का इन्तज़ार अब है
मेरा दिल दीवाना है बेकरार अब है
सर पे वो सेहरा बाँध के आएगा
डोली बारात भी साथ में लाएगा
मुझ को वो दुल्हन बना के ले जाएगा
हर किसी के दिल में …

honey! I need you
he he he he he he he he
har kisī ke dil meṅ ik laṛkī kā khyāl rahtā hai
koī kahtā hai koī chhupātā hai
ho koī kahtā hai koī chhupātā hai ajab hāl rahtā hai

ā ā o ho ho ho
har kisī ke dil meṅ ik laṛke kā khyāl rahtā hai
koī kahtā hai koī chhupātā hai
hāṇ koī kahtā hai koī chhupātā hai ajab hāl rahtā hai
har kisī ke dil meṅ …

safar tanhā tanhā kab talak
umar tanhā tanhā kab talak
kabhī to āegī vo dilrubā dilrubā dilrubā
ke ham tanhā tanhā kab talak
ke tum tanhā tanhā kab talak
kabhī to āegā vo jān-e-jāṅ merā jān-e-jāṅ merā jān-e-jāṅ
kisī moṛ par to kabhī nā kabhī hogā terā merā sāmnā
har kisī ke dil meṅ …

mohabbat mohabbat karūṇgā mohabbat
śharārat śharārat karūṇgā śharārat
vo hai merā sapnā vo hai merī chāhat
har ghaṛī usī kā intazār ab hai
merā dil dīvānā hai bekrār ab hai
sar pe vo sehrā bāṇdh ke āegā
ḍolī bārāt bhī sāth meṅ lāegā
mujh ko vo dulhan banā ke le jāegā
har kisī ke dil meṅ …