हर घड़ी मेरे प्यार का साया चलेगा तेरे
हर घड़ी मेरे प्यार का साया चलेगा तेरे साथ सजना मेरे सजना
हर क़दम मेरे प्यार का साया हाँ अब तो तेरे साथ सजना मेरे सजना
हर घड़ी मेरे …
तेरा प्यार तो सागर से भी गहरा लगता है
तेरे बिना तो गुलशन मुझको सहरा लगता है
साथ तेरा हो तो हर रंग सुनहरा लगता है
हर घड़ी मेरे …
दिल से तेरे दिल का रिश्ता ऐसे जोड़ेंगे
सदियों तक साथी तेरा साथ ना छोड़ेंगे
मर के भी हमराही तेरा हाथ ना छोड़ेंगे
हर घड़ी मेरे …
har ghaṛī mere pyār kā sāyā chalegā tere sāth sajnā mere sajnā
har qadam mere pyār kā sāyā hāṇ ab to tere sāth sajnā mere sajnā
har ghaṛī mere …
terā pyār to sāgar se bhī gahrā lagtā hai
tere binā to gulaśhan mujhko sahrā lagtā hai
sāth terā ho to har raṅg sunahrā lagtā hai
har ghaṛī mere …
dil se tere dil kā riśhtā aise joṛeṅge
sadiyoṅ tak sāthī terā sāth nā chhoṛeṅge
mar ke bhī hamrāhī terā hāth nā chhoṛeṅge
har ghaṛī mere …