हर दिल जो प्यार करेगा, वो गाना गायेगा
हर दिल जो प्यार करेगा, वो गाना गायेगा
दीवाना सैकड़ों में पहचाना जायेगा
आप हमारे दिल को चुराकर, आँख चुराये जाते हैं
ये एक तरफ़ा रस्में-ए-वफ़ा हम फिर भी निभाये जाते हैं
चाहत का दस्तूर है लेकिन आपको ही मालूम नही
जिस महफ़िल में शमा हो, परवाना जायेगा
भूली बिसरी यादें मेरे, हँसते गाते बचपन की
रात बेरात चली आती हैं, नींद चुराने नैनन की
अब कह दूँगी करते करते, कितने सावन बीत गये
जाने कब इन आखों का शर्माना जायेगा
अपनी अपनी सबने कह ली, लेकिन हम चुपचाप रहे
दर्द पराया जिसको प्यारा, वो क्या अपनी बात कहे
खामोशी का ये अफ़साना, रह जायेगा बाद मेरे
अपना के हर किसी को बेगाना जायेगा
har dil jo pyār karegā, vo gānā gāyegā
dīvānā saikaṛoṅ meṅ pahchānā jāyegā
āp hamāre dil ko churākar, āṇkh churāye jāte haiṅ
ye ek tarafā rasmeṅ-e-vafā ham phir bhī nibhāye jāte haiṅ
chāhat kā dastūr hai lekin āpko hī mālūm nahī
jis mahafil meṅ śhamā ho, parvānā jāyegā
bhūlī bisrī yādeṅ mere, hṇste gāte bachapan kī
rāt berāt chalī ātī haiṅ, nīṅd churāne nainan kī
ab kah dūṇgī karte karte, kitne sāvan bīt gaye
jāne kab in ākhoṅ kā śharmānā jāyegā
apnī apnī sabne kah lī, lekin ham chupchāp rahe
dard parāyā jisko pyārā, vo kyā apnī bāt kahe
khāmośhī kā ye afsānā, rah jāyegā bād mere
apnā ke har kisī ko begānā jāyegā