Har andhere ke peechhe ... he ye hai bombay tovn

हर अन्धेरे के पीछे ... हे ये है बोम्बय तोव्न्
Work
Year
Language

हर अन्धेरे के पीछे इक सवेरा यहाँ
हर सवेरे के पीछे एक अन्धेरा यहाँ
है समन्दर किनारे शहर यूँ तो बसा
ख़ुद भी जैसे समन्दर शहर है लग रहा
शहर है एक समन्दर जैसे हालात का
शहर है एक समन्दर कितने जज़्बात का
आँसुओं की हैं मौजें मुश्क़िलों के भँवर
जो नहीं तैर पाया रह गया डूब कर
तूफ़ानी शहर है हर पल एक लहर है अमृत है ज़हर है
मौत भी दे जीवन बिहि दे
हे ये है bombay town -2
bombay ये है bombay town
हे ये है bombay town

कोई देखे जिधर भी कितने इन्सान हैं
और सब के दिलों में कितने अरमान हैं
कितने ग़म और ख़ुशियाँ पल रहे हैं यहाँ
लोग ख़्वाबों के पीछे चल रहे हैं यहाँ
ठोकरें खा रहे हैं अब इधर अब उधर
इक इन्सानी जंगल जैसे है ये नगर
तूफ़ानी शहर है हर पल एक लहर है अमृत है ज़हर है
मौत भी दे जीवन भी दे
हे ये है bombay town -2
bombay ये है bombay town
हे ये है bombay town

शाम है ना सवेरा दिन है ना रात है
जाने कैसा ये पल है जाने क्‌या बात है
कह रही हैं ये राहें कोई खोने को है
कह रही हैं हवायें कुछ तो होने को है
ग़म का लवा समेटे दिल है कब से दुखी
फटने वाला है देखो अब ये ज्वालामुखी
तूफ़ान
तूफ़ानी शहर है
तूफ़ान
हर पल एक लहर है
तूफ़ान
अमृत है ज़हर है
मौत भी दे जीवन भी दे
हे ये है bombay town -4
bombay ये है bombay town -4
हे ये है bombay town -3
bombay ये है bombay town
हे ये है bombay town

har andhere ke pīchhe ik saverā yahāṇ
har savere ke pīchhe ek andherā yahāṇ
hai samandar kināre śhahar yūṇ to basā
khud bhī jaise samandar śhahar hai lag rahā
śhahar hai ek samandar jaise hālāt kā
śhahar hai ek samandar kitne jazbāt kā
āṇsuoṅ kī haiṅ maujeṅ muśhqiloṅ ke bhṇvar
jo nahīṅ tair pāyā rah gayā ḍūb kar
tūfānī śhahar hai har pal ek lahar hai amṛt hai zahar hai
maut bhī de jīvan bihi de
he ye hai bombay town -2
bombay ye hai bombay town
he ye hai bombay town

koī dekhe jidhar bhī kitne insān haiṅ
aur sab ke diloṅ meṅ kitne armān haiṅ
kitne ġham aur khuśhiyāṇ pal rahe haiṅ yahāṇ
log khvāboṅ ke pīchhe chal rahe haiṅ yahāṇ
ṭhokreṅ khā rahe haiṅ ab idhar ab udhar
ik insānī jaṅgal jaise hai ye nagar
tūfānī śhahar hai har pal ek lahar hai amṛt hai zahar hai
maut bhī de jīvan bhī de
he ye hai bombay town -2
bombay ye hai bombay town
he ye hai bombay town

śhām hai nā saverā din hai nā rāt hai
jāne kaisā ye pal hai jāne k‌yā bāt hai
kah rahī haiṅ ye rāheṅ koī khone ko hai
kah rahī haiṅ havāyeṅ kuchh to hone ko hai
ġham kā lavā sameṭe dil hai kab se dukhī
phaṭne vālā hai dekho ab ye jvālāmukhī
tūfān
tūfānī śhahar hai
tūfān
har pal ek lahar hai
tūfān
amṛt hai zahar hai
maut bhī de jīvan bhī de
he ye hai bombay town -4
bombay ye hai bombay town -4
he ye hai bombay town -3
bombay ye hai bombay town
he ye hai bombay town