Tere dar se khushee maangee ... are ye k‌yaa kiyaa toone

तेरे दर से ख़ुशी मांगी ... अरे ये क्‌या किया तूने
Work
Year
Language

( तेरे दर से ख़ुशी मांगी
मगर ग़म दे दिया तूने
अरे ये क्‌या किया तूने
अरे ये क्‌या किया तूने ) -2

तेरे क़दमों से कितना प्यार
करती हैं मेरी गलियाँ
मेरी गलियाँ
खिला कर तोड़ ना देना
कहीं तू आस की कलियाँ -2
क़सम है जान दे देंगे
अगर ऐसा किया तूने

अरे ये क्‌या किया तूने -2

तुझे ये क्‌या ख़बर तुझसे
मुझे कितनी मोहब्बत है
मोहब्बत में मुझे तुझसे
बस इतनी सी शिक़ायत है
रुलाने के लिये ज़ालिम
मेरा दिल क्‌यूँ लिया तूने

अरे ये क्‌या किया तूने -2

मिलेगा क्‌या तुझे उलफ़त भरे
इस दिल को ठुकरा कर
तड़पते जायेंगे हम तो
अगर तू ख़ुश है तड़पा कर -2
जो तेरा है उसी दिल पर
सितम क्‌यूँ कर किया तूने

अरे ये क्‌या किया तूने -2

( tere dar se khuśhī māṅgī
magar ġham de diyā tūne
are ye k‌yā kiyā tūne
are ye k‌yā kiyā tūne ) -2

tere qadmoṅ se kitnā pyār
kartī haiṅ merī galiyāṇ
merī galiyāṇ
khilā kar toṛ nā denā
kahīṅ tū ās kī kaliyāṇ -2
qasam hai jān de deṅge
agar aisā kiyā tūne

are ye k‌yā kiyā tūne -2

tujhe ye k‌yā khabar tujhse
mujhe kitnī mohabbat hai
mohabbat meṅ mujhe tujhse
bas itnī sī śhiqāyat hai
rulāne ke liye zālim
merā dil k‌yūṇ liyā tūne

are ye k‌yā kiyā tūne -2

milegā k‌yā tujhe ulafat bhare
is dil ko ṭhukrā kar
taṛapte jāyeṅge ham to
agar tū khuśh hai taṛpā kar -2
jo terā hai usī dil par
sitam k‌yūṇ kar kiyā tūne

are ye k‌yā kiyā tūne -2