Hanee teraa dilvaalaa hai reshmee rumaal vaalaa

हंई तेरा दिलवाला है रेशमी रुमाल वाला
Year
Language

हंई तेरा दिलवाला है रेशमी रुमाल वाला
तू मेरी वैजयन्ती माला तू मेरी मधुबाला
हंई तेरा दिलवाला है …

नैन ये कजरारे तेरे चैन चुराएं दिल का मेरे
तेरी मीठी मीठी बातें मुझको जगाएं सारी रातें
तेरे गोरे गालों पे मैं लगा दूं तिल ये काला
रेशमी रुमाल वाला …

ओ मेरे ख्वाबों की रानी क्‌यों करे अब आनाकानी
चल दीवाने मैं हूँ राजी जा बुला जल्दी से काजी
चार मीनार के लोगां कहते तू जवानी का है प्याला
हंई तेरा दिलवाला है …

haṅī terā dilvālā hai reśhmī rumāl vālā
tū merī vaijayantī mālā tū merī madhubālā
haṅī terā dilvālā hai …

nain ye kajrāre tere chain churāeṅ dil kā mere
terī mīṭhī mīṭhī bāteṅ mujhko jagāeṅ sārī rāteṅ
tere gore gāloṅ pe maiṅ lagā dūṅ til ye kālā
reśhmī rumāl vālā …

o mere khvāboṅ kī rānī k‌yoṅ kare ab ānākānī
chal dīvāne maiṅ hūṇ rājī jā bulā jaldī se kājī
chār mīnār ke logāṅ kahte tū javānī kā hai pyālā
haṅī terā dilvālā hai …